Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
Posts: 1258 Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:
Post
by Muzaffar Ahmad Muzaffar » Sun Dec 21, 2008 11:13 pm
GuZar jata hooN hanstaa kheltaa maoj-e-Hawaadic se
agar aasaaniyaaN hoN zindagee dushwaar ho jaae!
HaZ^rat ASGhar Husain ASGhar 1884/1936
[/color][/size]
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
Posts: 1258 Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:
Post
by Muzaffar Ahmad Muzaffar » Tue Dec 23, 2008 4:53 pm
poochaa thaa aek SaaHib-e-dil ne miraa mizaaj
be saakhtah labooN peh teraa naam aageyaa!
(Abdul Haameed A'dam)
[/color]
afzalshah
-
Posts: 30 Joined: Wed Oct 22, 2008 1:09 am
Post
by afzalshah » Sat Dec 27, 2008 12:09 am
aiy dasht-e-junooN kkuch ho sitam ab to siwa aor
aaiga nahiN mujh sa ko'ee aaabla pa aor
maiN alam-e-imkaaN ki hoN hairat meN abhi gum
aiy gum'shudah-e-shaoq de shu'loN ko hawa aor
ehtishaam anwer shaa'er
afzalshah
-
Posts: 30 Joined: Wed Oct 22, 2008 1:09 am
Post
by afzalshah » Sat Dec 27, 2008 12:16 am
gharat gar-e-chaman ye talaafi ki shart hay
jo shaakh jis jag'h thi wohiN chaahiay mujhay
mumkin nahiN ta'yyun-e-manzil pe ittefaaq
tum aasmaaN pasand zameeN chaahiay mujhay
shuhra'aafaaq shaayer
naseer koti sahib
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
Posts: 1258 Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:
Post
by Muzaffar Ahmad Muzaffar » Sat Dec 27, 2008 6:54 pm
kuch maiN hee jaantaa hooN jo mujh par guzar gaee
dunyaa to lut^f le gee miree waqe'aat meN!
muSt^afaa Zaidi
[/color][/size]
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
Posts: 1258 Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:
Post
by Muzaffar Ahmad Muzaffar » Wed Mar 18, 2009 10:03 am
munir-armaan-nasimi wrote: Muzaffar Ahmad Muzaffar wrote: AHmad dil-e-figaar ne pee kar lahu ke GhooNT
seenah tamaam Ganj-e-shaheedaaN bana diya!
(Muzaffar AHmad Muzaffar)
[/size][/color]
WAH WAH... MASHA'ALLAH... KYA KHOOB SHER KAHA BHAI AAP NE.... GANJ-E-SHAHEEDAAN... WAAHHH KYA BAAT HAI....
DAAD QOBOL KAREIN...!!
Arman SaaHib maiN aap kaa be had mamnoon hooN keh aap ne she'er ko pasand farmate huwe daad-o-taoSeef ke khaazaane se sarfaraaz kiya Allah aap ko jazaa-e-khaer se nawaze Aameen!
munir-armaan-nasimi
-
Posts: 460 Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:
Post
by munir-armaan-nasimi » Thu Mar 19, 2009 5:09 pm
Muzaffar Ahmad Muzaffar wrote: munir-armaan-nasimi wrote: Muzaffar Ahmad Muzaffar wrote: AHmad dil-e-figaar ne pee kar lahu ke GhooNT
seenah tamaam Ganj-e-shaheedaaN bana diya!
(Muzaffar AHmad Muzaffar)
[/size][/color]
WAH WAH... MASHA'ALLAH... KYA KHOOB SHER KAHA BHAI AAP NE.... GANJ-E-SHAHEEDAAN... WAAHHH KYA BAAT HAI....
DAAD QOBOL KAREIN...!!
Arman SaaHib maiN aap kaa be had mamnoon hooN keh aap ne she'er ko pasand farmate huwe daad-o-taoSeef ke khaazaane se sarfaraaz kiya Allah aap ko jazaa-e-khaer se nawaze Aameen!
Bhai jaan.......
20-12-2008 kii baat ab.........aaj 18-03-2009 ko.......... yaad aayi....... kamaal hai.... chaliye aapne jawaab to diya warna kuch Dost aise bhi hain jo............ Kaun "munir armaan nasimi" poochte hain????????
Koyee batlaaye ke hum batlaayein kya???
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
Posts: 1258 Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:
Post
by Muzaffar Ahmad Muzaffar » Thu Dec 30, 2010 6:49 am
Hashr meN Aaftaab-e-Hashr aor woh shor al-amaaN.
ASghar-e-but barast ne Zulf ka wastah diya.
Maolana ASghar Gondawi
sbashwar
-
Posts: 1654 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:
Post
by sbashwar » Sat Jan 01, 2011 1:46 pm
عارض گُلوں کے کتنے شفق رنگ تھے کبھی
تھا ٹہنیوں کا جسم بھی کتنا بٹا ہوا
عبداللہ ناظر
سالم احمد باشوار
sbashwar
-
Posts: 1654 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:
Post
by sbashwar » Sat Jan 08, 2011 12:19 pm
علم و عمل سے صورتِ قرآں ، سیرت اُن کی شاہدِ اِیماں
حشر کے دن مختارِ شِفاعت صلی اللہ علیہ و سلم
عبداللہ ناظر
سالم احمد باشوار
manzar alam
-
Posts: 26 Joined: Sat Jan 30, 2010 5:34 pm
Contact:
Post
by manzar alam » Thu Feb 24, 2011 6:13 pm
Khdaa ke waste daad is junoon-e-shauq kee denaa
keh us ke dar peh pahoNchte haiN naamah_bar se ham aage
خدا کے واسطے داداس جنون شوق کی دینا
کہ اس کے در پہ پھنچتے ھیں نامہ بر سے ھم آگے
stanvir
nau-waarid
Posts: 3 Joined: Fri Jun 17, 2011 11:23 pm
Contact:
Post
by stanvir » Sat Jun 18, 2011 12:00 am
raastay band kiye detay ho deevaanoN ke
Dher lag jaayeN ge basti meiN barebaanoN ke
sbashwar
-
Posts: 1654 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:
Post
by sbashwar » Sun Jun 19, 2011 3:36 pm
کثرتِ کذب و ریا عام اگر ہو ناظرؔ
تب حقیقت بھی نظر آتی ہے افسانہ مجھے
عبداللہ ناظر
[/font]
سالم احمد باشوار