نظم : بتقریب جشن ولادت مرزا غالب

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
aabarqi
-
-
Posts: 596
Joined: Tue Oct 07, 2008 11:09 am
Location: New Delhi
Contact:

نظم : بتقریب جشن ولادت مرزا غالب

Post by aabarqi »

نظم : بتقریب جشن ولادت مرزا غالب
Attachments
mirza-ghalib.gif
mirza-ghalib.gif (30.36 KiB) Viewed 168 times
http://www.drbarqiazmi.com
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: نظم : بتقریب جشن ولادت مرزا غالب

Post by munir-armaan-nasimi »

Mohtaram Dr. A.A.Barqi Saaheb,

Aisa lagta hai... Chachaa Ghalib.. ab Durre-Yateem ho chuke hain. Aapki be-misaal nazm ko kisi ne......... kya ho gaya hai hamare Adab-aashna DostoN ko??? Jidhar dekhiye udhar "Groupism".... Log achchi takhleequat ki Qadr nahin kar rahe hain... bohat Dukh hota hai... aisi baatoN se. :(

27 December ko kis ne yaad rakhkha hai Bhai. Log to Ghalib ko bhool chuke hain. Bahar haal, aapki kaavish qaabil-e-taareef hai. Aapke qalam main woh rawaani hai keh samandar bhi sharma jaaye.. Likhte rahiye bhai... aur hamein sunate rahiye... aapko padh kar bohat kuchh seekhne ko milta hai.

Merii taraf se DAAD qobool kiziye.

Aapka apna,

Munir Armaan
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Re: نظم : بتقریب جشن ولادت مرزا غالب

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtaram A. Barqi SaaHib aadaab!

janab Muneer SaaHib ne baRe khubSuratee se aap ke kalam ko pasand farmate huwe ka'ee dusre masaae'il kee t^araf bhee nishaan dahee kee hai. Allah kare keh ham aee naabGhah-e-roozgaar shaae'ir kee ahmiyat ko samajh sakeeN.

kalam par Muneer SaaHib ke tabSirah ke ba'd mazeed kuch kehne kee gunjaaei'sh naheeN rah gaee pas mubarak baad par hee iktefaa karooN ga.

Wassalam
Muzffar A Muzaffar
Post Reply