AAFREEN SAD AAFREEN....!!
Alla'h Aisi Nek aur Ba-hunar Betii Hum-Sab ko Ata Farmaaye jo Walidain aur Qaum ka Naam Roushan Karein.
Salem Bhai.. aapka bohat bohat Shukriya keh aapne ek bohat badi khabar hum tak pahunchaaya.
Armaan
Duniya ki Taweel Tareen Nazm
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Duniya ki Taweel Tareen Nazm
- Attachments
-
- urdunews.jpg (152.8 KiB) Viewed 1044 times
-
- 121.jpg (301.25 KiB) Viewed 1044 times
-
- 212.jpg (208.59 KiB) Viewed 1042 times
-
- Picture.jpg (112.22 KiB) Viewed 1042 times
سالم احمد باشوار
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Re: Duniya ki Taweel Tareen Nazm
aafreen hey AAFREEN Siddiqui per haaN yeh a`Adaad o shumar diyey gaiye hein mager nazm ka namoona koi pehli aakhri satr bhi tau saamney aaiye?
آفرین صدیقی جیتی رہئیے سدا خوش رہئیے ۲۱۵۴ کے بعد دوہزار ایکسو چون کے بعد پانچ ہزار چارسو پچپن اشعار [پیراگراف] لکھنے کی خدا استطاعت دے آپ کو آمین۔
بڑی اچھی خبر چھاپی ہمارے دوست انور انصاری کے اردو نیوز اخبار والوں نے ۔۔واہ بھئی مزا آگیا۔۔۔شاباش بقول منیر ارمان نسیمی آفرین صد آفرین
سیدانورجاویدہاشمی
کراچی،پاکستان ۳۲ صفر ۱۴۳۰ فروری۲۱
=D> ، ۲۰۰۹

- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
Re: Duniya ki Taweel Tareen Nazm
moHtaram Salim SaaHib aadaab-o-tasleemaat!
honehaar shaae'rah moHtarmah AafareeN SaHibah ne dunya kee t^uweel tareen naz^m keh kar jo micaal qaai'm kee hai. woh ham sam ke liye baai'c-e-fakhr hai. is Hawalah se keh maoSoofah kaa ta'luq musalmaan gharaane se hai. meree dua'aa hai keh khuda un ke zaor-e-qalam ko mazeed baRhae aor saath hee deegar musalmaan shua'rah ko bhee yeh taofeeq a't^aa farmae keh woh apne apne rang meN mulk-o-qaom kaa naam raoshan kar sakeeN.
meree jaanib se Aafareen SaHibah ko dilee mubarah baad aor daad pesh-e-khidmat hai. =D>
wassalam
Muzaffar AHmad Muzaffar
honehaar shaae'rah moHtarmah AafareeN SaHibah ne dunya kee t^uweel tareen naz^m keh kar jo micaal qaai'm kee hai. woh ham sam ke liye baai'c-e-fakhr hai. is Hawalah se keh maoSoofah kaa ta'luq musalmaan gharaane se hai. meree dua'aa hai keh khuda un ke zaor-e-qalam ko mazeed baRhae aor saath hee deegar musalmaan shua'rah ko bhee yeh taofeeq a't^aa farmae keh woh apne apne rang meN mulk-o-qaom kaa naam raoshan kar sakeeN.
meree jaanib se Aafareen SaHibah ko dilee mubarah baad aor daad pesh-e-khidmat hai. =D>
wassalam
Muzaffar AHmad Muzaffar
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Re: Duniya ki Taweel Tareen Nazm
Azeez Arakeen
Afreen Siddiqui Sahiba ko meri dili mubarakbaad pesh hai ke unhein ne ek naya award MAHILA RATANA hasil kiya jiski italla email ke zarye di gayi hai March 10, 2009.
Afreen Siddiqui Sahiba ko meri dili mubarakbaad pesh hai ke unhein ne ek naya award MAHILA RATANA hasil kiya jiski italla email ke zarye di gayi hai March 10, 2009.
Award ki chand tasaveer:TO,
Salem Uncle
Jeddah
as salam alykum nasir uncle
hope you are fine with allah grace . uncle i am glad to tell u that i have been awarded MAHILA RATANA award on womens day it is one of the most presious award By International rotary club . i am sending the picks of award ceremony .
i was the smallest girl among the other 9 exprensed women personalities of karnataka among different faculties i got this award for excelence in english poetry.
i will be glad if you publish my award news in your edition.
uncle my aim behind publishing the news is that i want to aware and enlighten the parents to motivate there daughters to achieve success. may be by reading my article most of the parents would inspire their daughters.
jazakallah khair
from,
Afrin Siddiqui
record holder
- Attachments
-
- DSC02196.JPG (65.9 KiB) Viewed 1012 times
-
- DSC02198.JPG (57.24 KiB) Viewed 1012 times
-
- DSC02199.JPG (65.3 KiB) Viewed 1011 times
-
- DSC02200.JPG (65.97 KiB) Viewed 1011 times
-
- DSC02201.JPG (62.28 KiB) Viewed 1012 times
سالم احمد باشوار
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Re: Duniya ki Taweel Tareen Nazm
Ek aur khabar jo Awaz urdu mein shaye hui thi. Afreen ke walid Majid sahib ne email ke zarye rawana ki hai:
- Attachments
-
- afrin_awaz.JPG (231.21 KiB) Viewed 991 times
سالم احمد باشوار
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Re: Duniya ki Taweel Tareen Nazm
Azeez Dosto
Afreen siddiqi ki kitab chap chuki:
http://www.publishamerica.net/sc/produc ... 11634e6084
Afreen siddiqi ki kitab chap chuki:
http://www.publishamerica.net/sc/produc ... 11634e6084
- Attachments
-
- afrin.gif (49.38 KiB) Viewed 974 times
سالم احمد باشوار