عھد حاضر میںن غزل ھے مظھر سوز و گداز
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
عھد حاضر میںن غزل ھے مظھر سوز و گداز
عھد حاضر میںن غزل ھے مظھر سوز و گداز
- Attachments
-
- Ghazal-Soz o Gudaz.gif (50.5 KiB) Viewed 183 times
http://www.drbarqiazmi.com
-
- -
- Posts: 518
- Joined: Sat Jan 01, 2005 3:18 pm
- Location: Fort Worth, Texas
- Contact:
Re: عھد حاضر میںن غزل ھے مظھر سوز و گداز
عزیز مکرم جناب برقی صاھب: آداب عرض ہے
آپ کی یہ نظم جہاں اپ کی قادر الکلامی کا منھ بولتا ثبوت ہے وہیں اس کو پڑھ کر مجھ کہ نہایت شرمندگی کا احساس ہوا۔ میرے اس بیان میں کسی کسر نفسی یا شاعرانہ بے نیازی کا مطلق شائبہ بھی نہیں ہے کہ میر و غالب، سودا و اقبال کے ساتھ مجھ جیسے ناکارہ و حقیر شاعر کا نام لے کر آپ نے مجھ پر گھڑوں پانی ڈال دیا۔ اگر بار خاطر نہ ہو تو خدا را اس نظم سے میرا نام نکال دیں۔ بڑا کرم ہوگا۔ سچ تو یہ ہے کہ اس میں دو تین اور نام بھی کچھ زیادتی ہی معلوم ہوئے لیکن میں ان کی نشاندہی نہیں کروں گا کیونکہ اس کا میں شاید مجاز نہیں ہوں۔ میں اپ کی محبت اور عنایت کا دل سے معترف اور ستائش گر ہوں لیکن حقیقت سے اعراض بھی ممکن نہیں ہے۔ اس مہربانی کے لئے پیشگی شکریہ قبول فرمائیں۔
سرور عالم راز سرور
yooN aur bohat a'ib haiN :Sarwar: meN wa-lekin
kambaKht muHabbat meN to yaktaa nazar aayaa
Sarwar A. Raz :Sarwar:
kambaKht muHabbat meN to yaktaa nazar aayaa
Sarwar A. Raz :Sarwar:
-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
Re: عھد حاضر میںن غزل ھے مظھر سوز و گداز
moHtaram A'li AHmad Barqi A'zmi saaHib aadaab!
"e'hd-e-HaaZ^ir meN Ghazal hai. maz^har-e-saoz-o-gudaaz"
mashAllah kalam laai'q-e-Sad taoSeef hai. Z^aroorat hai. keh deegar u'loom-o-fanoon ke saath saath mushshaat^agee-e-Ghazal ka is rang meN ehtemaam kiya jaae keh Ghazal aor is ke sajaane aor suNwaarne waalooN ka mazkoor kisee nah kisee baaahane aor peraae meN aata rahe. jinhooN ne gulistaan-e-Ghazal kee aabyaaree apne khun-e-jigar se kee hai. mere nazdeek jumlah muntakhib adeebooN ke ismaa'-e-giraamee is maoqa' kee munaasibat se a'aen maozooN-o-munaasib haiN.
Aap kee yeh koshish qaabil daad-o-taoSeef hai. so faqeer kee jaanib se dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.
Muzaffar AHmad Muzaffar