S Anwer Jawaid Hashmi ki tazah ghazal

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

S Anwer Jawaid Hashmi ki tazah ghazal

Post by sajhashmi »

Assalam o Alaikum
hamm ghazal k saath haazir heiN
S Anwer Jawaid Hashmi
18-05-09
Attachments
hoti.....hashmi.gif
hoti.....hashmi.gif (15.93 KiB) Viewed 92 times
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: S Anwer Jawaid Hashmi ki tazah ghazal

Post by munir-armaan-nasimi »

Chaand gar Roz Chhat pe Aa jata
Mere Humraah Chaandni Hotii

Waah waah... aur jab Chaandni aapke humraah ho jaati to bechaara "Chaand" kya karta??? TanhaayioN se ghabraa kar khudkashi kar leta???

Hashmi Saheb... bade dinoN baad aapki ek aur behtareen Ghazal padhne ka sharf haasil hua. Daad qobool karein.

Munir Armaan
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

Re: S Anwer Jawaid Hashmi ki tazah ghazal

Post by sajhashmi »

Munir Armaan Nasimi Saheb aap jesay baaZouq ney hamari ghazal pasand ki nawazish janab......Asim Saheb ki ghazal bhi paRhiyeyga bohut achi shairi kertey hein eis waqt Karachi mein aisa Shair doosra koi nahiN
SAJHashmi Karachi 19-05-09 :grin:
Post Reply