Nazm - Aisi hai meri Ghazal....!!

Kalaam jis per vazn kii qaid nahiN
Post Reply
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Nazm - Aisi hai meri Ghazal....!!

Post by munir-armaan-nasimi »

Dosto,

Ek mukhtesar nazm aapke hawaale hai.
Agar koi dost esko Roman main convert kar dein to mamnoon rahoonga.

Aapka apna,

Munir Armaan Nasimi
Attachments
Nazm-Aisi-hai-apnii-ghazal.jpg
Nazm-Aisi-hai-apnii-ghazal.jpg (57.3 KiB) Viewed 471 times
Iss Dil Main ARMAAN Bahut Hain
Ek Hai Ghar Mehmaan Bahut Hain

MUNIR ARMAAN NASIMI
INDIA.
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Re: Nazm - Aisi hai meri Ghazal....!!

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

Biradaram Arman SaaHib aadaab!

Ummeed hai baakheriyat hoN ge. Aap kee naz^m khubSurat aor dilkash alfaaz^-o-kheyaalaat kaa bharpoor iz^haar hai. aor saath hee aesee dilawaez taSweer ne naz^mke Husn-o-jamaal meN khaat^ir khuwaah iZ^aafah kar diya hai. Ummeed hai aesee e'naayaat kaa silsilah qaai'm rahe gaa.

Wassalam
Muzaffar
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: Nazm - Aisi hai meri Ghazal....!!

Post by munir-armaan-nasimi »

Bohat bohat Shukriya Muzaffar Bhai Saheb.
Post Reply