TAZA GHAZAL K SAATH SYED ANWER JAWAID HASHMI

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

TAZA GHAZAL K SAATH SYED ANWER JAWAID HASHMI

Post by sajhashmi »


ASSALAM O ALAIKUM
Urdu Bandhan k nazireen ki tawajuh aur baseerat o basarat ki nazr taza ghazal:
Attachments
rehta hoouN..ghazal..gif
rehta hoouN..ghazal..gif (18.92 KiB) Viewed 74 times
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: TAZA GHAZAL K SAATH SYED ANWER JAWAID HASHMI

Post by munir-armaan-nasimi »

Kisi Saa'at Mujhe Sher o Sukhan Be-kaar lagte hain
Kabhi uljhaa hua main Ghalib o Be-dil main rehta hoon

Waah Hashmii saheb kya baat hai.. Aapne radeef o qafiye ka haq ada kar diya. Bechaare Meer Saheb apni Qabr main peech o taab kha rahe honge keh.. Hashmi ne hamein kahin Quote nahin kiya... kiya bhi to sirf Ghalib ko aur Bedil ko... :lol:

Ghazal bohat hi shaandaar hai, mere paas alfaaz nahin hain keh main uski taareef ka haq ada kar sakoon. Daad pesh-e-khidmat hain, qobool karein.

Armaan
Post Reply