Taza Ghazal by Syed Anwer Jawaid Hashmi

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

Taza Ghazal by Syed Anwer Jawaid Hashmi

Post by sajhashmi »

Assalam o Alaikum
Ghazal mulahiza kejiyey:
Attachments
rehta hoouN..ghazal..gif
rehta hoouN..ghazal..gif (18.92 KiB) Viewed 59 times
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: Taza Ghazal by Syed Anwer Jawaid Hashmi

Post by munir-armaan-nasimi »

Masha'Allah Hashmi Saheb... Aap jab ghazal kehte hain to ghazal ka husn khud ba khud badh jaata hai. Aisa lagta hai alfaaz khud chal kar aapse kehte hain hamein le lo... hamein le lo......!!

Behad haseen hai aapki ghazal mujhe itni pasand aayi keh agar aapki ijaazat ho to main esko India ke kisi risale main de doon chhapne ke liye. Kya kehte hain???

Taalib-e-dua,

Munir Armaan Nasimi
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

Re: Taza Ghazal by Syed Anwer Jawaid Hashmi

Post by sajhashmi »

munir-armaan-nasimi wrote:Masha'Allah Hashmi Saheb... Aap jab ghazal kehte hain to ghazal ka husn khud ba khud badh jaata hai. Aisa lagta hai alfaaz khud chal kar aapse kehte hain hamein le lo... hamein le lo......!!

Behad haseen hai aapki ghazal mujhe itni pasand aayi keh agar aapki ijaazat ho to main esko India ke kisi risale main de doon chhapne ke liye. Kya kehte hain???

Taalib-e-dua,

Munir Armaan Nasimi
Munir Armaan Nasima saheb ka shukriya!
Janab e mann aap ko aur jumla nazireen ko ejazet hey k vo hamari aur hamari pesh kerda Ehbaab ki
ghazlouN ko kaheeN bhi post kersektey/chapwa sektey heyN inform kerdein to Shukriya na karein to koi muzaiqa nahiN.....Munir Saheb hamari Ghazal ki ta`areef aap ney kuch zeyada nahiN kerdi? Ye meray Rabb,
Perwerdigar ki enayet aur dain hey k hamm bhi apna ezha`ar aap logoun k ru ba ru ker letey heiN. Lafz ki hurmat aur toqeer ham per aap per vajib hey soch samajh ker apni aql o fehm o firaset ko estemal kijiyey kamiyabi aap ka muqadder baney gi Insha Allah Aameen.
Neazmand\Syed Anwer Jawaid Hashmi,Karachi 25th June 2009 ; 3:19 hrs. P.S.T :grin:
Attachments
ghazal khuda rakhey.gif
ghazal khuda rakhey.gif (15.11 KiB) Viewed 54 times
Post Reply