Naat e Rasool e Maqbool sallaaho alaihi wasallam: aabarqi

Hamd e Baari aur Naat eRasoolakram ke lye
Post Reply
User avatar
aabarqi
-
-
Posts: 596
Joined: Tue Oct 07, 2008 11:09 am
Location: New Delhi
Contact:

Naat e Rasool e Maqbool sallaaho alaihi wasallam: aabarqi

Post by aabarqi »

Naat e Rasool e Maqbool sallaaho alaihi wasallam: aabarqi
Attachments
Naat-Faza-nahiN2a.gif
Naat-Faza-nahiN2a.gif (181.57 KiB) Viewed 693 times
http://www.drbarqiazmi.com
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Re: Naat e Rasool e Maqbool sallaaho alaihi wasallam: aabarqi

Post by sbashwar »

Mohtaram Dr. Ahmad A. Barqi Azmi Saheb
Asslam Alaikom

Jazak-Allah. Nat bohat achchi kahi aapne. Meeri daad aur mubarakbaad qubool farmayeN.

Mukhlis
Salem Bashwar
سالم احمد باشوار
User avatar
aabarqi
-
-
Posts: 596
Joined: Tue Oct 07, 2008 11:09 am
Location: New Delhi
Contact:

Re: Naat e Rasool e Maqbool sallaaho alaihi wasallam: aabarqi

Post by aabarqi »

Janab Salem Bashwar Sb
ASAK
Daad o tahseeN ka nehayat shukriya
Aap ka arz e hunar hai be misaal
Mukhlis
aabarqi
http://www.drbarqiazmi.com
User avatar
yasir shah
-
-
Posts: 191
Joined: Mon Mar 14, 2005 2:17 pm
Location: karachi
Contact:

Re: Naat e Rasool e Maqbool sallaaho alaihi wasallam: aabarqi

Post by yasir shah »

assalaamoa'laikum
muHtaram Barqi SaHib !

hay noor-e-mustafaa se munavvar yeh kaainaat
voh dil naheeN hay jis maiN voh(/too) jalwah numaa naheeN


SaaHib waah ! subHaanAllaah- khudaa aap ki maHabbat-e-rasool Sallallaahu a'lahi va aalihi va sallam maiN aur izhaar-e-maHabbat-e-rasool Sallallaahu a'lahi va aalihi va sallam maiN mazeed taraqqee a'taa farmaa.ay aur ittibaa'-e-sunnat kee taufeeq bhee-

jazakAllah


yasir
User avatar
azeezbelgaumi
-
-
Posts: 420
Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
Location: BANGALORE INDIA
Contact:

Re: Naat e Rasool e Maqbool sallaaho alaihi wasallam: aabarqi

Post by azeezbelgaumi »

aabarqi wrote:Naat e Rasool e Maqbool sallaaho alaihi wasallam: aabarqi
Mohataram Barqi Saheb.

kya naat kahi barqi saheb aap ne... Ek Ek sheir meiN aap ne apni mohabbat e rasool(SAW) ka saboot pesh kiya hai.. Sachchi baat to ye hai ke hubb e nabi(SAW) ke baghair takhleeq e naat mumkin nahiN.

Ek tajveez ye hai ke aap apne misrouN ko apne text box meiN donoun jaanib se thoda sa dabate huye alfaz ko qareeb laayiye. Khubsurat frame mazeed Khubsurat nazar aayega.

Allah Khush Rakhkhe aapko

Azeez Belgaumi
Post Reply