Ambur meiN kul Hind Mushayeraآمبور میں کل ہند مشاعرہ
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:

- Attachments
-
- ambur_mushaira.gif (35.56 KiB) Viewed 1044 times
سالم احمد باشوار
- azeezbelgaumi
- -
- Posts: 420
- Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
- Location: BANGALORE INDIA
- Contact:
Re: Ambur meiN kul Hind Mushayeraآمبور میں کل ہند مشاعرہ
Mohataram Salem Bhai, Salame Masnoon,
Ek intehaai kaamyaab All India Mushaire meiN meri apni kaamyaab peshkash ki ittella par maiN ne SKYPE par dekha ke aap apni palkouN par mohabbat bhare aansoowouN ka nazraana pesh kar rahe haiN. Subhanalla..
Aap ke aansuwaouN ke is khiraj ko bahot sanbhal ke rakhuN ga.
Sochta huN ke Ye Salem Bashwar bhi kitna ajeeb aadmi hai ke na sirf urdu ke liye sargarm-e-amal hai balke urdu ke khadimouN ke liye bhi apne dil meiN us ne ek gosha bhi saja rakhkha hai.
Allah urdu ke is khadim ki Umr daraz kare.....Ameen
Azeez Belgaumi
Ek intehaai kaamyaab All India Mushaire meiN meri apni kaamyaab peshkash ki ittella par maiN ne SKYPE par dekha ke aap apni palkouN par mohabbat bhare aansoowouN ka nazraana pesh kar rahe haiN. Subhanalla..
Aap ke aansuwaouN ke is khiraj ko bahot sanbhal ke rakhuN ga.
Sochta huN ke Ye Salem Bashwar bhi kitna ajeeb aadmi hai ke na sirf urdu ke liye sargarm-e-amal hai balke urdu ke khadimouN ke liye bhi apne dil meiN us ne ek gosha bhi saja rakhkha hai.
Allah urdu ke is khadim ki Umr daraz kare.....Ameen
Azeez Belgaumi
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Re: Ambur meiN kul Hind Mushayeraآمبور میں کل ہند مشاعرہ
Mohtaram Azeez Bhai
Moshayere ki kamyabi ek pur massar'at khabar hai. Mere taraf se sabhi intezamia-e-mushaira aur aapko mubarakbaad arz hai.
Aap mujeh apne dua'aon mein yad rakhte hain. Allah qubool farmaye. ameen.
Mukhlis
Salem Bashwar
Moshayere ki kamyabi ek pur massar'at khabar hai. Mere taraf se sabhi intezamia-e-mushaira aur aapko mubarakbaad arz hai.
Aap mujeh apne dua'aon mein yad rakhte hain. Allah qubool farmaye. ameen.
Mukhlis
Salem Bashwar
سالم احمد باشوار
- azeezbelgaumi
- -
- Posts: 420
- Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
- Location: BANGALORE INDIA
- Contact:
Re: Ambur meiN kul Hind Mushayeraآمبور میں کل ہند مشاعرہ
Urdubandhan ke dostouN ki Khidmat meiN Adab
Mulaheza ho Ambur mushaire ki ek jhalak:
Ambur ke Mushairey mein Azeez Belgaumi ki Janab Rahat Indori ke
hatouN Izzat afzaai ka ek manzar mulaheza farmayeN.

Last edited by azeezbelgaumi on Wed Jan 27, 2010 1:18 pm, edited 1 time in total.
- azeezbelgaumi
- -
- Posts: 420
- Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
- Location: BANGALORE INDIA
- Contact:
Re: Ambur meiN kul Hind Mushayeraآمبور میں کل ہند مشاعرہ
Ambur ke Mushairey mein Azeez Belgaumi ki Janab Rahat Indori ke
hatouN Izzat afzaai ka ek manzar mulaheza farmayeN.
hatouN Izzat afzaai ka ek manzar mulaheza farmayeN.
Re: Ambur meiN kul Hind Mushayeraآمبور میں کل ہند مشاعرہ
waah waah khoob ان تمام سرگرمیوں سے دلی طمانیت نصیب ہوئی
بہت شکریہ منتظمین اردو بندھن اور پیش کاروں کا
سیدانور جاوید ہاشمی
اتوار ۳۱ جنوری ۲۰۱۰ کو کراچی کی فعال ادبی تنظیم کھتری ادبی سوسائٹی کا پانچواں سال شروع ہوگیا چھے ماہ کے تعطل کے
بعد کہ جنرل سکریٹری خیام قادری شدید موذی بیماری میں مبتلا ہونے کے بعد روبہ صحت ہوگئے ہیں غزل مشاعرہ منعقد ہوا جس کی صدارت اعجاز رحمانی نے کی
مہمان خصوصی عارف منصور تھے۔اختر انجم،محمود مغل،،افضل شاہ،عدنان عکس،حامد علی سید،اقبال ہاشمی،نشاط غوری،طاہر عباس،علی اوسط جعفری،،فخراللہ شاد،خیام قادریانورجاویدہاشمی،عارف منصور اور اعجاز رحمانی نے اپنا کلام پیش کیا۔نظامت نظر فاطمی نے کی