Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi
Urdubandhan k liey
- Attachments
-
- Karachi k senior sahir Fahim Radolvi Merhoom ki ghazal
- fhmrdlvi.GIF (15.13 KiB) Viewed 144 times
-
- S TASNEEF.jpg (27.65 KiB) Viewed 144 times
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Re: Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi
Faheem Saheb ki ghazal dosra sheir bohat pasand aayaa.
Haidar saheb ki ghazal bhi bohat khoob
Hashmi Saheb, in enayet ka shukria
Haidar saheb ki ghazal bhi bohat khoob
Hashmi Saheb, in enayet ka shukria
سالم احمد باشوار
- azeezbelgaumi
- -
- Posts: 420
- Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
- Location: BANGALORE INDIA
- Contact:
Re: Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi
Bahut haseen gazal hai faheem o haidar ki .. Subhanallah... donouN ki khidmat meiN mubarakbad pesh hai.
Re: Ghazal k saath HaaZir heyn.SAJ Hashmi
Janab Saleem Bashwar aur Aziz Belgaumi sahiban
Merhoom Fahim Radolvi k saath hem ney pehla mushaira
HALQA E ARBAB E GHAZAL NEW KARACHI mei peRha tha
1971 mei us k baad aAkhri mushaira February 2010 mei
Bazm-e-Bagh Adab ki nashisht un ki suadaret mei peRha
abb aiesay sukhanwer dhoonDe nahi miltey.....