yaaraan e urdubandhan ko Khayaal kaa aadaab o tasleemaat ke saath saath aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
Pakistan aur aihl e Pakistan kee nazr baHayeCiyat ek Pakistani ke arz e Khidmat hai
taalib e nazar
Ismail Ajaz Khayaal
aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
Moderator: munir-armaan-nasimi
- ismail ajaz
- -
- Posts: 404
- Joined: Tue Jan 13, 2009 12:09 pm
aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
- Attachments
-
- pakistan waalo.gif (71.69 KiB) Viewed 882 times
-
- pakistan waalo 1.gif (73.94 KiB) Viewed 882 times
محبّتوں سے محبّت سمیٹنے والا
خیالؔ آپ کی محفل میں آج پھر آیا
muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa
Ismail Ajaz Khayaal
(خیال)
- azeezbelgaumi
- -
- Posts: 420
- Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
- Location: BANGALORE INDIA
- Contact:
Re: aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
bahut jurrat mandaana tahreer hai.. Mubarak ho Ismail bhai.. Allah khush rakhe
- ismail ajaz
- -
- Posts: 404
- Joined: Tue Jan 13, 2009 12:09 pm
Re: aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
azeezbelgaumi wrote:bahut jurrat mandaana tahreer hai.. Mubarak ho Ismail bhai.. Allah khush rakhe
janaab moHtaram azeezbelgaumi SaaHeb
salaam arz hai
mu'aafee chaahtaa hooN aap kee Khidmat meN Haazir hone meN taaKheer hoga'ee,aap kee HauSlah afzaa'ee mere liye baa'iC e mu'aavin o madadgaar hai,mere iKhlaaS aur tadabbur meN taraqqee kaa baa'iC hai
Allah aap ko jaza e Khair ataa farmaa'ey ,apnee SeHat kaa Khayaal rakhiye ,apnee duaa'oN meN yaad rakhiye
niyaazmand
Ismail Ajaz Khayaal
محبّتوں سے محبّت سمیٹنے والا
خیالؔ آپ کی محفل میں آج پھر آیا
muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa
Ismail Ajaz Khayaal
(خیال)
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Re: aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
Dukhti rag par haath rakhne wali baat hai.
Allah hum sabko apne aulaad ki behtareen tarbiyat dene ki taufeeq ata'a farmaye, ameen.
Allah hum sabko apne aulaad ki behtareen tarbiyat dene ki taufeeq ata'a farmaye, ameen.
سالم احمد باشوار
- azeezbelgaumi
- -
- Posts: 420
- Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
- Location: BANGALORE INDIA
- Contact:
Re: aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
Jazak Allah Ismail bhai.. Allah khush rakhkhe aap ko..
-
- -
- Posts: 2214
- Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
- Contact:
Re: aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
SUBHAANALLAH , bahut khoob
Ismail Ajaz Khayaal sahib
BaRi fikr angaiz tahreer hai
Daad aur mubaarakbaad
qabool keeji'ey
Ismail Ajaz Khayaal sahib
BaRi fikr angaiz tahreer hai
Daad aur mubaarakbaad
qabool keeji'ey
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
- ismail ajaz
- -
- Posts: 404
- Joined: Tue Jan 13, 2009 12:09 pm
Re: aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
sbashwar wrote:Dukhti rag par haath rakhne wali baat hai.
Allah hum sabko apne aulaad ki behtareen tarbiyat dene ki taufeeq ata'a farmaye, ameen.
moHtaram janaab "sbashwar" SaaHeb
der se Haazir hone par maazirat Khwaah hooN,salaam aur shukriyah qubool farmaa'iye
niyaazmand
Ismail Ajaz Khayaal
محبّتوں سے محبّت سمیٹنے والا
خیالؔ آپ کی محفل میں آج پھر آیا
muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa
Ismail Ajaz Khayaal
(خیال)
- ismail ajaz
- -
- Posts: 404
- Joined: Tue Jan 13, 2009 12:09 pm
Re: aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
azeezbelgaumi wrote:Jazak Allah Ismail bhai.. Allah khush rakhkhe aap ko..
moHtaram janaab azeezbelgaumi SaaHeb
Allah aap ko duniyaa o aaKhirat kee izzateN aur KhushiyaaN ataa farmaa'ey
mamnoon
Ismail Ajaz Khayaal
محبّتوں سے محبّت سمیٹنے والا
خیالؔ آپ کی محفل میں آج پھر آیا
muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa
Ismail Ajaz Khayaal
(خیال)
- ismail ajaz
- -
- Posts: 404
- Joined: Tue Jan 13, 2009 12:09 pm
Re: aap ke pyaar kee ikk nazar chaahiye
Tanwir Phool wrote:SUBHAANALLAH , bahut khoob
Ismail Ajaz Khayaal sahib
BaRi fikr angaiz tahreer hai
Daad aur mubaarakbaad
qabool keeji'ey
janaab moHtaram Tanwir Phool SaaHeb
beHad nawaazish hai aap kee Allah aap ko Khush rakkhe
apnee duaa'oN meN yaad rakhiye
wassalaam
niyaazmand
Ismail Ajaz Khayaal
محبّتوں سے محبّت سمیٹنے والا
خیالؔ آپ کی محفل میں آج پھر آیا
muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa
Ismail Ajaz Khayaal
(خیال)