کیا علاج ان کا کرے گا کوئی ویروں کی طرح ::عبداللہ ناظر
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
کیا علاج ان کا کرے گا کوئی ویروں کی طرح ::عبداللہ ناظر
کیا علاج ان کا کرے گا کوئی ویروں کی طرح ::عبداللہ ناظر
- Attachments
-
- kiya_ilaj.gif (108.93 KiB) Viewed 928 times
سالم احمد باشوار
- Nayeem Khan
- -
- Posts: 280
- Joined: Sun Jan 13, 2008 2:32 pm
- Location: Mahbubnagar, India.
- Contact:
Re: کیا علاج ان کا کرے گا کوئی ویروں کی طرح ::عبداللہ ناظر
Marhoom Nazir sb ki ghazal inayat karne ka shukria.
-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
Re: کیا علاج ان کا کرے گا کوئی ویروں کی طرح ::عبداللہ ناظر
Biradaram Bashwar SaaHib aadaab!
maiN aap kaa teh-e-dil se mamnoon hooN keh aap ustaad-e-sukhan janab Abdullah Nazir SaaHib ke Ganjeenah-e-lafz^-o-mua'anee se gaahe gaahe motee nikaal kar meHfil meN maojood arbaab-e-zaoq kee nazr farma dete haiN. jazalAkkah!
pesh-e-naz^ar Ghazal aek qaabil-e-fakhr takhleeq hai, muSannif kaa pur aa'temaad lab-o-lehjah aor fikree jaolaanee apne u'rooj par hone kee wajhah se kalam dilkash-o-rangeen ho geyaa hai. aor qaaree ke liye lazzat-e-kaam-o-dehen kaa ehtemaam gar hai.
dilee shukriyah qubool keejiye.
Muzaffar A Muzaffar