Muzaffar Warsi ki wafat 28th Jan 2011 Lahore

Taazah bataazah adabi khabreN
Post Reply
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

Muzaffar Warsi ki wafat 28th Jan 2011 Lahore

Post by sajhashmi »

Urdu k Naatiya Shair janab Muzaffar Warsi 23 December 1933 ko Soofi Waarsi k gherane mei Meeruth mei paieda houey
State Bank mei mulazim rahey. Natiya shaieri aur manqabati shaieri mei aap ko aik ahem maqam mila. Ein ki aik hamd
Nusrat Fateh Ali ki maqbolliey ka baisc banii....Wahee Khuda hey
Baab e Hira, Noor e Azal, Ka'aba e Eishq aur Hamd k majmouey shaie ho chukey heyn. Ein ka Lehn ein ko aAlmi mushaieroun mei le gaya. Urdu Duniya e Sheir o Adab ein k naam aur kaam se aAgah hey. 28th Janauary 2011 ko Lahore mei Muzaffar Warsi ne daai e Ajel ko Lab baik kaha..Inna lillah e

Aashiq Nabi k naam k Insaan Khoub thay
Hamd e Khuda ne unn ko hamesha kiya Nehaal
Duniya mei jo bhi aAya hey jaie ga aik dinn
Qudrat ney Unn ko bakhsh diya daiemi Visaal
Perwer digaar e Aalem Muzaffer Waarsi saheb ki maghfiret e Kamila fermaieyN
Aameen,Sogwar Syed Anwer Jawaid Hashmi,Co-Editor TAZKRA kitabi silsila
Chief Ed.TANVEER-E-ADAB se mahi
sajhashmi
SUKHANWAR
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Re: Muzaffar Warsi ki wafat 28th Jan 2011 Lahore

Post by sbashwar »

:inna:
سالم احمد باشوار
Post Reply