Mahtab e sukhan

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
azeezbelgaumi
-
-
Posts: 420
Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
Location: BANGALORE INDIA
Contact:

Mahtab e sukhan

Post by azeezbelgaumi »

Mahtab e sukhan
Attachments
mahtab.gif
mahtab.gif (75.57 KiB) Viewed 372 times
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2218
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: Mahtab e sukhan

Post by Tanwir Phool »

Bahut achchhi ghazal hai Azeez Bhai !
Fikr angaizi apnay urooj par hai,daad qabool keeji'ey.
Karachi maiN mere chhoTay bhai kaa intiqaal ho geyaa
:inna:
Du'aa-e-Maghfirat keeji'ey aur mere li'ey bhi du'aa keeji'ey
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: Mahtab e sukhan

Post by munir-armaan-nasimi »

"Main Be-Adab hi sahi, itna to mujhe kehne Do
MushairoN ne GaNwaayi hai Aabroo-e-Sukhan
:mashallah:

Be-shak aapki baat 100% Sahi hai.

aapka apna

munir armaan
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Re: Mahtab e sukhan

Post by sbashwar »

:inna: Tanveer Saheb ke bhai ka inteqal ki khabar abhi paRha houn. Allah marhoom ko magfirat farmaye aur mutaliqeen ko sabr o jameel ataa kare, ameen.

Azeez bhai aapki ghazal bohat khoob hai.

mukhlis
Salem Bashwar
سالم احمد باشوار
User avatar
azeezbelgaumi
-
-
Posts: 420
Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
Location: BANGALORE INDIA
Contact:

Re: Mahtab e sukhan

Post by azeezbelgaumi »

Bahi tanveer phool Saheb ke bhai ke inteqaal ki khabar ka malal hai.. Duaa karta huN ke marhoom ko Allah karvat karvat jannat naseeb farmaye.. Ameen
User avatar
ismail ajaz
-
-
Posts: 436
Joined: Tue Jan 13, 2009 12:09 pm

Re: Mahtab e sukhan

Post by ismail ajaz »

azeezbelgaumi wrote:Mahtab e sukhan

maashaa Allah janaab moHtaram "azeezbelgaumi" SaaHeb

baamaqSad taiHreeroN kaa jahaaN fuqdaan hai waheeN aap kee pur aCar taiHreereN fikr o fan se bharpoor aiHsaas ko liye apne paRhne waaloN kee tawajjoh HaaSil kiye rakhtee haiN ,iss kaar Khair ke liye Allah rabbul izzat aap ko jaza e Khair ataa farmaa'ey ,hum sabhee likhne waaloN ko muCbat fikr o sha'oor ataa farmaa'ey

aapkee Khidmat meN salaam aur DheroN daad kaa nazaaraanah pesh hai

niyaazmaNd

محبّتوں سے محبّت سمیٹنے والا
خیالؔ آپ کی محفل میں آج پھر آیا

muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

Ismail Ajaz Khayaal

(خیال)
User avatar
azeezbelgaumi
-
-
Posts: 420
Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
Location: BANGALORE INDIA
Contact:

Re: Mahtab e sukhan

Post by azeezbelgaumi »

Monahatar Ismail Ajaz Khayaal bhai... Assalam... Aap ki mohabbatouN ke liye mashkoor huN.. Kamzor insaan huN.... Insaan khataauN ka putla hota hai... KhamiyouN par toka bhi kareN.. Aap ki duaaUn ka taalib huN..
Azeez Belgaumi
User avatar
azeezbelgaumi
-
-
Posts: 420
Joined: Thu Apr 05, 2007 2:52 pm
Location: BANGALORE INDIA
Contact:

Re: Mahtab e sukhan

Post by azeezbelgaumi »

Monahatar Ismail Ajaz Khayaal bhai... Assalam... Aap ki mohabbatouN ke liye mashkoor huN.. Kamzor insaan huN.... Insaan khataauN ka putla hota hai... KhamiyouN par toka bhi kareN.. Aap ki duaaUn ka taalib huN..
Azeez Belgaumi
Post Reply