Tanwir Phool saheb ki aik Nazm
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- -
- Posts: 49
- Joined: Sun Oct 31, 2010 6:06 am
- Contact:
Tanwir Phool saheb ki aik Nazm
Tanwir Phool saheb ki aik nazm padhiey jo semahi
'Shaaery' se lee gaee hai
Mukhlis
Raushan Jahan
- ismail ajaz
- -
- Posts: 436
- Joined: Tue Jan 13, 2009 12:09 pm
Re: Tanwir Phool saheb ki aik Nazm
maashaa Allah maashaa Allah kyaa KhoobSoorat nazm ataa kee hai aap ne raushanjahaaN SaaHebah ,sadaa Khush rahiye,janaab phool SaaHeb kee iss fikr aNgez nazm kee nazr DheroN daad ke jis ko paRhne waale dunyaa kee Khuraafaat se nikal kar aaKhirat kee fikr o saEee karte haiN ,aafreen hai aise tamaam sho'Araa par jo diloN par maiHnat karte huwe insaan ko fikr aaKhirat se nawaazte haiN"raushanjahan"]
Tanwir Phool saheb ki aik nazm padhiey jo semahi
'Shaaery' se lee gaee hai
Mukhlis
Raushan Jahan
Allah aap aiHbaab ko jaza e Khair ataa farmaa'ey keh aap kee taiHreereN aap kee shaKhSiyat kee aa'inah daar haiN
niyaazmaNd
محبّتوں سے محبّت سمیٹنے والا
خیالؔ آپ کی محفل میں آج پھر آیا
muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa
Ismail Ajaz Khayaal
(خیال)
-
- -
- Posts: 49
- Joined: Sun Oct 31, 2010 6:06 am
- Contact:
Re: Tanwir Phool saheb ki aik Nazm
Bohat bohat shukriya Ismail Bhai
aap ne meri koshish ko saraaha
Tanwir Phool saheb ki kitab(Tanweer-e-Hira)
ki taqreeb ki video bhi dekhen,us mein bhi
Deeni malumaat hain (Raushan Jahan)
aap ne meri koshish ko saraaha
Tanwir Phool saheb ki kitab(Tanweer-e-Hira)
ki taqreeb ki video bhi dekhen,us mein bhi
Deeni malumaat hain (Raushan Jahan)