Sallam!
Ek taza tareen ghazal pesh hai.
Kaisee lagi zaroor bataiey ga.
Bazm e yaran mein roshan sitara they hum..ek GHazal
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Bazm e yaran mein roshan sitara they hum..ek GHazal
- Attachments
-
- B21 BAZM E YARAN MEIN ROSHAN SITARA.gif (15.34 KiB) Viewed 171 times
Last edited by akifghani on Thu Apr 14, 2005 8:51 am, edited 1 time in total.
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Re: Bazm e yaran mein roshan sitara they hum..ek GHazal
Akif Ghani sahib aapki nigaarish pasand aai. shukriaakifghani wrote:Sallam!
Ek taza tareen ghazal pesh hai.
Kaisee lagi zaroor bataiey ga.
Mahtab Qadr
akif ghani sahib
aapki kawish achi lagii.
mashq jaarii rakhiyega.
apki tawajjoh is taraf dilana chahtii hooN.
1=saheeh lafz '' moh,r'' hay===''mo,har'' naheeN hay
(agar aap ''moh,r'' likheN gay to she,r kharij az wazn hoga.jab-keh fil hal misra.a hi ghalat hay.aap phir dekh lijiye)
2=maqt,a meiN lafz ''dulara'' aur ''ham'' kuch jacha naheeN.''dulare thay ahm'' kehne se qaafiya naheeN rahay ga.
aap yahaaN bhi gahur farmaiyye
bas zara hi mashq darkar hay, aapko.
daad qubool kijiye