Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

woh

Post by Abdullah Nazir »




Woh kyaa suneNge kisi benawaa ke ranj o alam

fughaaN hei jin ke liye naghmah o Tarab kii TaraH


(fughaaN / Tarah)


Nazir.

Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

fuGhaan-e-be_sharar seene meN baaqii rah gaii
hosh bhii ruKhsat huaa, jaatii rahii taasiir bhii


'allaamah Iqbal

hosh/gaii
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"housh"

Post by Abdullah Nazir »




Housh se kyaa kaam hei raah-e-muHabbat meiN mujhe

her qadam per yeh gumaaN houtaa hei minzil aagaiee.


(her / aagaiee)

[/color
Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

hansti

Post by Abdullah Nazir »




hansti rahii wo meri tamannaye-e-shuq per

izhaar-e-Haal-e-dil kii nah jur'at houii mujhe.


(izhaar / mujhe)


Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"kabhi"

Post by Abdullah Nazir »




kabhii manzil kii tamanna meiN qadam baRhte heiN

Rouk dete heiN kabhi paaouN ke chaale mujhko.


(rouk / mujhko)


Nazir.

[/b]
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"mere"

Post by Abdullah Nazir »




mere meHboob ne dii quvvat-e-izhaar mujhe

warnah dunyaa se bhalaa kyaa hei saroukaar mujhe.


(warnah / mujhe)


Nazir.

Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

tu is taraH se merii zindagii meN shaamil hai
kahiiN bhii jaauuN, yeh lagtaa hai terii meHfil hai


kahiiN/hai
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"karte"

Post by Abdullah Nazir »




karte rahe paiham usi zaalim se muHabbat

jisko nah khabar housaki shoreedah saraoN kii.


{jisko / kii)


Nazir.

Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

kii mire qatl ke ba'd, us ne jafaa se tauba
haaye! us zood_pashimaaN kaa pashimaaN honaa


haaye/honaa
Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

phool kii patti se kaT saktaa hai heere kaa jigar
mard-e-naadaaN pe suKhan-e-narm_o_naazuk be_asar



(doosra misraA yooN hounaa chaahiye):

mard-e-naadaaN per kalaam-e-narm o naazuk be acar.

mard/asar
Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

deleted by me...irrelevent she'r...sorry!
Last edited by Hashmat Usmani on Mon Apr 11, 2005 1:08 am, edited 1 time in total.
Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

hotaa aayaa hai ki achchhoN ko buraa kahte haiN
phir mujhi ko hii to kiuN log buraa kahte haiN?!


Hashmat Usmani

phir / haiN
Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

hai Khayaal-e-Husn meN, Husn-e-'amal kaa saa Khayaal
Khuld kaa ik dar hai merii gor ke andar Khulaa


Khuld / khulaa
Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

tu jahaN jahaN chalegaa, miraa saayaa saath hogaa
tu jahaaN jahaaN rukegaa, meraa saayaa saath hogaa


tu/hogaa
Image
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

''tuu''

tuu ne nazar bacha k bhi dekha naheeN mujhe
meri nigaah-e-shauq to tujh par lagii rahii
najma

meri/rahii
Post Reply