- AN-HS-AS.jpg (165.12 KiB) Viewed 3137 times
Tanwir Phool ki "Anwar-e-Hira" par Afaq Siddiqui ka tabsira
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- -
- Posts: 49
- Joined: Sun Oct 31, 2010 6:06 am
- Contact:
-
- -
- Posts: 2216
- Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
- Contact:
Re: Tanwir Phool ki "Anwar-e-Hira" par Afaq Siddiqui ka tab
Is enaayat kaa bahut bahut shukriyaa
Raushan Jahan SaHiba.Tah-e-dil se aap kaa
mamnoon hooN.Hamaishaa khush rahi'ey

http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
Re: Tanwir Phool ki "Anwar-e-Hira" par Afaq Siddiqui ka tab
Shukriya Raushan Saheba , aap ne Professor Afaq Siddiqui ka mukhtasar magar
bohat achchha tabsira paish kiya . Tanwir Phool Saheb ko "Sha'er-e-Naunehal" aor
"Qamar-ush-Shu'ara" ke sath sath "Aftab-e-Sipahr-e-Sukhan" ka khitab bhi mila
hai jis ki tasdeeq Professor Najmul Hoda Saheb ki is tahreer se hoti hai. Yeh link bhi daikhi'ey jis ke aakhir main Najmul Hoda Saheb ke remarks un ki
tasweer ke saath hain : http://www.bio-bibliography.com/works/view/891
Wassalaam
Mukhlis : Sarwar