سخنداں ادبی فورم کا آٹھواں مشاعرہ بیاد رحمت الٰہی برق اعظمی

Taazah bataazah adabi khabreN
Post Reply
User avatar
aabarqi
-
-
Posts: 596
Joined: Tue Oct 07, 2008 11:09 am
Location: New Delhi
Contact:

سخنداں ادبی فورم کا آٹھواں مشاعرہ بیاد رحمت الٰہی برق اعظمی

Post by aabarqi »

جناب رحمت الٰہی برق اعظمی کی یادمیں سخن داں ادبی فورم کاآٹھواں فی البدیہہ مشاعرہ منعقد
Attachments
Banner-Mushaira-On Barq Azmi in SukhandaaN forum-vert.jpg
Banner-Mushaira-On Barq Azmi in SukhandaaN forum-vert.jpg (356.92 KiB) Viewed 1207 times
Banner-Mushaira-On Barq Azmi in SukhandaaN forum-English.jpg
Banner-Mushaira-On Barq Azmi in SukhandaaN forum-English.jpg (91 KiB) Viewed 1207 times
Mushaira-Bayad e Barq Azmi.jpg
Mushaira-Bayad e Barq Azmi.jpg (304.1 KiB) Viewed 1207 times
Mushaira-Bayad e Barq Azmi.gif002.jpg
Mushaira-Bayad e Barq Azmi.gif002.jpg (198.78 KiB) Viewed 1207 times
Barq-Azmi-Death Anniversary.jpg
Barq-Azmi-Death Anniversary.jpg (194.04 KiB) Viewed 1207 times
http://www.drbarqiazmi.com
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Re: سخنداں ادبی فورم کا آٹھواں مشاعرہ بیاد رحمت الٰہی برق اع

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

MoHtaram BarQi SaaHib Aadaab,

RaHmart Ilahi BarQ MarHoom kee yaad meN muna'qidah fil badihee mushaairah ka aHwaal aor is meN shaamil SaaHibaan e qalam ki kawisheeN jin se eHbaab ke dilooN meN Barq marHoom ke liye walihaanah muHabbat aor a'qeedat kee jhalkiyaaN bhee meHsoos huee aesee adabee kawisheeN kaarwaan e adab ke liye taqwiyat a'zmo himmat kee zaamin hotee haiN bilashubah Barq marHoom nah Sirf aek ba kamaal ustaad e fan the balkeh aek hardil pasand insaan bhee the yahee sabab hai keh Jigar muraad abadi kee tarH har choTha bara aap ko pasandeedagee ki nigah se dekhta, Barq jaante the keh ghazal hamaree she'eree tehzeeb ki alam bardaar hai pas aap ne is tezeeb ko apnee jaolaanee e qalam aor apne jadeed asaaleeb se Hayaat nao a'taa kar dee, hameeN fakhr hai keh ab aap ke farzand e arjumand janaab AHmad Ali Barqi Sb aap ke naqsh e qadam par chalte huwe baaghichah adab meN nihayat barjastah aor lazawaal gulfishaaniyaN kar rahe haiN. Allah marHoom ke darajaat baland farmae Aameen.

maiN is ehtemaam ke liye mamnoon hoN mujhe i'lm hotaa to maiN bhee chand she'er marHoom kee yaad meN pesh karne kee sa'aadat e khaaS HaaSil karta khaer kisi aor maoqa'ah pae sahe!! mujhe Barq sb ke muntakhib kalam ka bhi intizaar rahe ga.

Wassalam
Muzaffar
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2221
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: سخنداں ادبی فورم کا آٹھواں مشاعرہ بیاد رحمت الٰہی برق اع

Post by Tanwir Phool »

:salaam2:
بہت بہت شکریہ برقی صاحب ! آپ نے اس عظیم مشاعرے کی روداد یہاں پیش کی۔ آپ کا
خراج عقیدت بھی بہت خوب ہے ۔ اللہ تعالیٰ آپ کے والد محترم ، تمام مرحومین اور ہم سب
کی مغفرت فرمائے اور ہمیشہ اپنے سایہ ء رحمت میں رکھے ، آمین ثم آمین
طالبِ دعا و دعا گو :تنویرپھولؔ
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
Post Reply