NAAT PAAK ke SIRF CHAAR ASHAAR SE AAGHAZ KER RAHA HOON
Jab kabhi midhate Rasool hui
Youn laga her dua qubool hui
wo duaoN ko qaid kerta hai
yeh na kahna dua fuzool hui
Laiqe ehteram hain dono
wo ! yaa unke qadam ki dhool hui
Main likhoon naat aor na hamd likhoon
Aise mujhse kabhi na bhool hui
Khuaab men ho yaa ho tassawar men
unki her baat baat usool hui
Dr Ehsan Badauni
naat paak
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
dr Ehsan Raza
- nau-waarid
- Posts: 2
- Joined: Thu May 19, 2016 7:53 pm
- Contact:
-
Tanwir Phool
- -

- Posts: 2479
- Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
- Contact:
Re: naat paak
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com