WELLCOME MACHO JEE
-
- -
- Posts: 136
- Joined: Sun Dec 12, 2004 5:21 am
WELLCOME MACHO JEE
macho bahoooot bahooot shukriyaa yaaraa
aaye haaye zara dekho to kaun aaya hai...meri jaani dushman tashreef le aaya hai
TAY WELCOME SHELCOME MACHO PUTTAR :mrgreen:
ab koi sharaarat na karna aur acche bacchon ki tarah aate rehna yahan ok na
arey main SHU aur kaun 8)

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Muhtaramah
MACHO Saahibah
[rainbow][h2]Khush-aamded/Welcome Macho Saahibah[/h2][/rainbow]
Hamaare liye yeh fakhr kii baat he ke aap apni hii adabi site urdubandhan per tashreef laayieN.
MaiN aap ka istiqbaal karte houe ummeed kartaa hooN ke apni dilchasp takheeqaat se navaazengi.
Aapka Mukhlis,
Nazir.
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
WEBMASTER wrote:
Muhtaramah
MACHO Saahibah
[rainbow][h2]Khush-aamded/Welcome Macho Saahibah[/h2][/rainbow]
Hamaare liye yeh fakhr kii baat he ke aap apni hii adabi site urdubandhan per tashreef laayieN.
MaiN aap ka istiqbaal karte houe ummeed kartaa hooN ke apni dilchasp takheeqaat se navaazengi.
Aapka Mukhlis,
Nazir.
assalam alaikum
maazrat khwah hoon lekin mai mohtarma nahi mohtaram hoon. macho duniya ki kisi bhi zabaan me mohtarma nahi hai. aik dafa phir maazraat chahoonga.
taalib e dua
jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

walekum salaam saaaaaarrrrrrrrraaaaaaaaaaaaaaaaaaaasara_j wrote::) Salaam macho saahib,
aap aye aur mujhe bohat khushi hui, umeed ke aapko yehan acha lagega.
Shukriya khurram aapne ye bohat acha kiya jo macho ji ko yehan le aaye.
sara
yeh kaisay mumkin hai ke saaaarrrrrrrraaaaaa ki site ho aur mai na aaoon.
aur haan yeh macho ji aur macho sahib wala takalluf band karo.
taalib e dua
jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati
yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati
-
- -
- Posts: 136
- Joined: Sun Dec 12, 2004 5:21 am
macho wrote:walekum salaam saaaaaarrrrrrrrraaaaaaaaaaaaaaaaaaaasara_j wrote::) Salaam macho saahib,
aap aye aur mujhe bohat khushi hui, umeed ke aapko yehan acha lagega.
Shukriya khurram aapne ye bohat acha kiya jo macho ji ko yehan le aaye.
sara
yeh kaisay mumkin hai ke saaaarrrrrrrraaaaaa ki site ho aur mai na aaoon.
aur haan yeh macho ji aur macho sahib wala takalluf band karo.
taalib e dua
sahi kahaa main agree hun tumse yaaraa yeh takalluf se to paraayaapan nazer aataa hai naa
khurram_shaikh wrote:macho wrote:walekum salaam saaaaaarrrrrrrrraaaaaaaaaaaaaaaaaaaasara_j wrote::) Salaam macho saahib,
aap aye aur mujhe bohat khushi hui, umeed ke aapko yehan acha lagega.
Shukriya khurram aapne ye bohat acha kiya jo macho ji ko yehan le aaye.
sara
yeh kaisay mumkin hai ke saaaarrrrrrrraaaaaa ki site ho aur mai na aaoon.
aur haan yeh macho ji aur macho sahib wala takalluf band karo.
taalib e dua
sahi kahaa main agree hun tumse yaaraa yeh takalluf se to paraayaapan nazer aataa hai naa
to khud kyon subject mein MACHO JEE likha
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
itni samajh aur aqal hoti to bechara meri haan me haan kyun milata.Shummu wrote:khurram_shaikh wrote:macho wrote: walekum salaam saaaaaarrrrrrrrraaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
yeh kaisay mumkin hai ke saaaarrrrrrrraaaaaa ki site ho aur mai na aaoon.
aur haan yeh macho ji aur macho sahib wala takalluf band karo.
taalib e dua
sahi kahaa main agree hun tumse yaaraa yeh takalluf se to paraayaapan nazer aataa hai naa
to khud kyon subject mein MACHO JEE likha
yeh bahot aqalband insaan hai.
jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati
yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati
-
- -
- Posts: 136
- Joined: Sun Dec 12, 2004 5:21 am
macho wrote:itni samajh aur aqal hoti to bechara meri haan me haan kyun milata.Shummu wrote:khurram_shaikh wrote:
sahi kahaa main agree hun tumse yaaraa yeh takalluf se to paraayaapan nazer aataa hai naa
to khud kyon subject mein MACHO JEE likha
yeh bahot aqalband insaan hai.
ab kyaa karoon mausi apni to aadat hi aisi hai :D :D :D