maiN hoN Azhar

Ham Istaqbal karte haiN aap apna taarruf karwaiN:)
Post Reply
azharulhaq
nau-waarid
Posts: 1
Joined: Mon Apr 25, 2005 12:47 pm
Location: Sharjah,UAE
Contact:

maiN hoN Azhar

Post by azharulhaq »

aslamlekom

leejiyay ham bhi bandh gay iss bandhan main . . . oh haan taruf to bhai kiya kaheen aap apna taaruf hawa "AC" ki hai (UAE main qudrati hawa kam hi lee jati hai ;)) taaruf kuch yon hai

naam : Azhar Ul Haq
kaam : computer programmer
makam : sharjah, uae

agar kuch aur janna hai to banda hazir

wasalam
maiN hoN Azhar!!
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Re: maiN hoN Azhar

Post by najma »

azharulhaq wrote:aslamlekom

leejiyay ham bhi bandh gay iss bandhan main . . . oh haan taruf to bhai kiya kaheen aap apna taaruf hawa "AC" ki hai (UAE main qudrati hawa kam hi lee jati hai ;)) taaruf kuch yon hai

naam : Azhar Ul Haq
kaam : computer programmer
makam : sharjah, uae

agar kuch aur janna hai to banda hazir

wasalam


aaiyye janab azhar-ul-haq sahib!
saw bismillaah
apke bare meiN jan kar bohat masarrat huee, aur ham apka intihaaee ram-josh istiqbal karte haiN, is ummeed ke saath, keh aap yahaaN hameiN apne zauq ''compurer prog'' se muta,alliq bohat kuch sikhaeiNgay.
sada khush rahiye
:-)
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

salaam Azhar saaHib,

Khush_aamded.

ummeed hai ki aapkaa yahaN waqt achchhaa guzregaa. ham aapkii kaavishaat kaa shiddat se intezaar raheNge.

tashreef_aavorii ka shukria.

Hashmat
Image
waqar_masood
-
-
Posts: 134
Joined: Mon Dec 13, 2004 5:52 am
Location: khanewal
Contact:

Post by waqar_masood »

janab azhar sahib

urdubandhan mein aap ka dili istaqbaal kia jata hay .umeed hay aap mehfil mein atay jatay rehain gay aur mehfil ki ronaqein barhatay rehain gay.enjoy here

waqar masood
hello
User avatar
Amoodi
-
-
Posts: 91
Joined: Fri Jan 28, 2005 9:42 am
Contact:

Re: maiN hoN Azhar

Post by Amoodi »

azharulhaq wrote:aslamlekom

leejiyay ham bhi bandh gay iss bandhan main . . . oh haan taruf to bhai kiya kaheen aap apna taaruf hawa "AC" ki hai (UAE main qudrati hawa kam hi lee jati hai ;)) taaruf kuch yon hai

naam : Azhar Ul Haq
kaam : computer programmer
makam : sharjah, uae

agar kuch aur janna hai to banda hazir

wasalam
Aap hei "Azhar" aur hum hein "Vertical" :wink: welcome @ Urdubandhan :grin:
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

Khushaamaded

Post by Abdullah Nazir »



Janaab
Azhar ul Haq Saahib,

Purkhuloos Tasleemaat aur khudhaamaded, :-)


Urdubandhan per aapki tashreef-aavarii se behad masarrat houii aur yooN meHsoos houaa ke khizaaN raseedah chaman meiN mausam-e-bahaar aagayaa hou. Ham bhii kitne khush qismat heiN ke aakhir Azhar Saahib ne urdubandhan ke saath juRte hii aek khushgawaar fazaa paidaa kardii hei. Jaisaa ke ham pahle hii se achchi TaraH waaqif heiN, ummeed karte heiN ke aap apnii nigaarishaat se hameN mustafeed houne kaa mauqaA dete rahenge. Shukriyah.


Aapka Mukhlis,
Nazir.

Image
Raji
-
-
Posts: 211
Joined: Fri Dec 31, 2004 6:58 am
Location: Home Sweet Home
Contact:

Re: maiN hoN Azhar

Post by Raji »

azharulhaq wrote:aslamlekom

leejiyay ham bhi bandh gay iss bandhan main . . . oh haan taruf to bhai kiya kaheen aap apna taaruf hawa "AC" ki hai (UAE main qudrati hawa kam hi lee jati hai ;)) taaruf kuch yon hai

naam : Azhar Ul Haq
kaam : computer programmer
makam : sharjah, uae

agar kuch aur janna hai to banda hazir

wasalam
janab-e-Azhar SaaHeb aap ko nayaa bandhan mubarak ho :wink:

aap ke kaam se kaam liya jaa sakta hai :twisted: iss kee tafseel phir kabhi pooNcheNge.

filHaal Hasb-e-riwaayat iss bazm meN khush-aamadeed kehte heN.
umeed hai ke aap iss bazm kee rounaq meN izaafe ke liye apnee qeemtii nigaarishaat share karte raheNge.

khush rahiye

wasslaam

Raji
Meree sha'iree se mujhe jaan Lo
ke yeh aa'enaa hai meri zaat ka
(Raji)
khanjee
-
-
Posts: 29
Joined: Tue Mar 15, 2005 1:29 pm

Re: maiN hoN Azhar

Post by khanjee »

azharulhaq wrote:aslamlekom

leejiyay ham bhi bandh gay iss bandhan main . . . oh haan taruf to bhai kiya kaheen aap apna taaruf hawa "AC" ki hai (UAE main qudrati hawa kam hi lee jati hai ;)) taaruf kuch yon hai

naam : Azhar Ul Haq
kaam : computer programmer
makam : sharjah, uae

agar kuch aur janna hai to banda hazir

wasalam
AOA,

Bohat bohat khush*Amdeed. aap nain matric kar li hai :roll:

Sohail Abbasi.
User avatar
little abbasi
-
-
Posts: 112
Joined: Tue Apr 19, 2005 4:24 pm
Contact:

Re: maiN hoN Azhar

Post by little abbasi »

azharulhaq wrote:aslamlekom

leejiyay ham bhi bandh gay iss bandhan main . . . oh haan taruf to bhai kiya kaheen aap apna taaruf hawa "AC" ki hai (UAE main qudrati hawa kam hi lee jati hai ;)) taaruf kuch yon hai

naam : Azhar Ul Haq
kaam : computer programmer
makam : sharjah, uae

agar kuch aur janna hai to banda hazir

wasalam
SALA/\/\.

AAP KO BOHAT BOHAT KHUSHAMDEED

ATTIQ ABBASI
Post Reply