Hum log nah thay aisay....Amjad Islam Amjad
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- rahmed25682
- -
- Posts: 126
- Joined: Thu Dec 09, 2004 8:28 am
- Location: Karachi
- Contact:
Rehana jee ...
bohat bohat shukria kay aap nay AMJAD ISLAM AMJAD kee itny achhy nazm humaray saath share kee ...
Khus rahain aur isee tarha khubsoorat kalam share karty rahain
Khair Andesh
Raheel Ahmed

Kab Say HooN , Kia BataaooN Jahan-e-Kharab Main
Shab-Haaye Hijr Ko Bhee RakhooN Gar Hisab Main
=============================
Ghalib

-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
salaam ReHaana saaHiba,
bahot umda kalaam pesh kiya hai aapne Amjad Islam "Amjad" saaHib kaa. kia saHeeH naqsha khaiNchaa hai "tab aur ab" kaa. shukria.
mere bhai saaHib se kisii ne unke masKhare mizaaj se waaqfiiyat rakhte huye yehi sawaal kiyaa ki "amaaN IshTik" zaraa yeh bataao ki zamaana e qadeem aur zamaana e jadeed ke logoN meN kia farq hai? to bhai saaHib ne farmaayaa:
pahle ke zamaane meN rishte_daar qareeb the aur bathroom door tha magar ab rishtedaar door aur bathroom qareeb [attached bathrooms] aa gayaa hai.
faqat muntazir e fai'hm o zakaa
Hashmat