Welcome Khozema Hussain saahib

Ham Istaqbal karte haiN aap apna taarruf karwaiN:)
Post Reply
khurram_shaikh
-
-
Posts: 136
Joined: Sun Dec 12, 2004 5:21 am

Re: Welcome Khozema Hussain saahib

Post by khurram_shaikh »

sara_j wrote:Khozema Hussaini saahib,

tasleemat.

aapko is mehfil mein dekh bohat khushi ho rahi hai aur aapka tahedil se isteqbal karti hoon.

sara

Assalaam alekum,



Khozema sahib mehfil mien aapkaa bahooot bahooot wellcome hai umeed kertaa hun aap kaa waqt yehaan achchaa guzregaa khush rahiye
[/img]
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

salaam Huzoor-e-waalaa,

kaise mizaaj haiN aapke? ummeed hai ki ba_Khair hoNge.

[rainbow][h2]Khush-aamded/Welcome/Shubh-aagaman[/h2][/rainbow]

tashreef-aavorii ka bahot bahot shukria. ummeed hai ki aap aate jaate traheNge aur hameN apni nigaarishaat se maHzooz karvaate raheNge. aur mazeed az-aaN ummeed e qawii hai ki aapkaa yahaaN bitaayaa huaa qeemtii waqt Khush_gawaar hogaa.

faqat aHqar,

Hashmat
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

Khushaamaded

Post by Abdullah Nazir »


Muhtarami
KHOZEMA HUSSENI Saahib

[rainbow][h2]Khush-aamded/Welcome[/h2][/rainbow]

Hamaare liye yeh fakhr kii baat he ke aap apni hii adabi site urdubandhand per tashreef laaye. Is mein koiee shak nahiN ke yeh site aap jaise urdu ke khidmatgaraoN kii hauslah afzaayi kii vajah se vujood meiN aayi aur aap hazraat ke taAaavun se hii phalti phoolti rehegi.

Aapka Mukhlis,

Nazir.

Star Mind
-
-
Posts: 365
Joined: Sat Dec 11, 2004 11:39 pm
Location: Balochistan
Contact:

Post by Star Mind »

Assalam-o-a'laikum,

MoHtarami Khozaema Husaini SaaHib,

aap ko is meHfil maiN ham , tah-e-dil se khush-aamadeed kehte haiN.
yaqeena" aap ki tashreef-aavarii se meHfil ki ruanqoN maiN izaafa hoga :D . bahut bahut shukriya

mokhliS : Zia Baloch
Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki

Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne

Zia Baloch
Post Reply