Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
tum jo kehte hou ke dunyaa hei HaseeN tou hougi
mujh se kehtaa hei miraa deeda-e-tar, kuch bhi nahiN.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir,
-
MAHROO
- nau-waarid
- Posts: 20
- Joined: Sun Nov 06, 2005 5:14 pm
- Location: TORONTO, ON
-
Contact:
Post
by MAHROO »
tum muqatib bhi ho qareeb bhi ho
tumko dekhoon ke tumse baat karoon
firaaq
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
tumne yh kya sitam kiya zabt se kaam leliya
tark.e. wafa ke baad bhi mere salam leliya
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
taakujaa aah kahaaN tak hou fughaaN ai Sayyaad
phaand jaaye nah faSeelaoN ko zabaa ai Sayyaad.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
tujhe kya bataoun naaseh jo fareq hy mujh main tujh main
meri zindagi talatum teri zindagi kinara
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
tang aakar ham taqaaZaay-e-dil-e-ranjoor se
meHfil-e-jaanaaN meiN afsurdah se heiN masHoor se.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.