Tarahee Ghazal (Guzarish 8).................

Tarhi Moshaairah -ShoAaraa aur Shayeraat kii TabAaazmayi ke liye

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

User avatar
irfan barabankwi
-
-
Posts: 69
Joined: Sun Jan 02, 2005 6:25 pm
Location: jeddah
Contact:

Bahut achci ghazal kahi hei aap ne

Post by irfan barabankwi »

mohtaram
JAWIAD SAHIB

salam

wah wah. kiya hi khoobsurat ghazal kahi hai aapne. meri dili daad aur mubarakbaad qubool kijiye. wah keep it up.

khair andaish

irfan barabankwi
iHtisab apne naqaayis ka mujhe aataa hei
Saare Aalam ki maiN taqseer kahaN tak dekhuN
Irfan Barabankwi.
jawaid badauni
-
-
Posts: 810
Joined: Sat Jan 01, 2005 5:38 am
Contact:

Re: Bahut achci ghazal kahi hei aap ne

Post by jawaid badauni »

irfan barabankwi wrote:mohtaram
JAWIAD SAHIB

salam

wah wah. kiya hi khoobsurat ghazal kahi hai aapne. meri dili daad aur mubarakbaad qubool kijiye. wah keep it up.

khair andaish

irfan barabankwi
Azeezi Irfan sahab

Behud mamnooN hooN aap ka.Bahut bahut shukriya.

Ek buzurg Urdudaan jo hamari mahfiloN men bahut maqbool haiN unka kahna hai Urdu Chaupal meN jawab dete waqt koii lafz bhi Angrezi ka nahiN istaimal karna chahiye. Mujhe unki yeh jajweez achchi lagee. Aap se iltimas hai aap bhi iss per amal farmaaiyega.

Mukhlis
Jawaid
Post Reply