Page 2 of 2

Re: Aik Taazatareen ghazal

Posted: Thu Nov 10, 2005 6:51 am
by zmufti
Mahtab Qadr wrote: phir zabt ka daman choot gaya, phir dil pe raha kab apna bas
maujoN mai jo shiddat aai thi, daryaa ke kinaaray toot gaye

jo andhay saNp ko chiryaa se pairhoN mai ghiza pahoNchata hai
vo aik sahaara kaam aaya , jab saray sahaaray toot gaye
Mahtaab saaheb
buhat khoob
meri janib se daad qabool kijye
regards
zmufti

Re: Aik Taazatareen ghazal

Posted: Thu Nov 10, 2005 5:07 pm
by Mahtab Qadr
Zarqa ji bahut shukria
Mahtab Qadr
zmufti wrote: