Page 11 of 12

Posted: Sun Aug 19, 2007 2:28 am
by ummassad
apney ruk se jo naqab usney uthaya hoga .
sharam se chand bhi aankhain na milaiya hoga.

Posted: Sun Aug 19, 2007 8:50 pm
by hassan_bashir
ab agar aao to jaane k liYe mat aana!
sirf ehsaan jataane k liYe mat aana!!

Posted: Mon Aug 27, 2007 1:16 am
by ummassad
andheroun k muqabil aaftab aaya hi kerta hey
basher bechain ho tu inqilab aaya hi kerta hey

Posted: Thu Aug 30, 2007 2:42 am
by ummassad
aik taar bhi tu daaman e rahro main ab nahin.
pur khaar wadiyoun main safar aour kiyney din.

Posted: Sat Sep 01, 2007 5:15 pm
by ummassad
umeed ka sahil choot gaiya jazbaat ke behtey dhaarey main.
kuch yaad naheen kiya yaad raha ,kuch yaad naheen kiya bhool gaiye.

Posted: Tue Sep 04, 2007 9:12 pm
by ummassad
aaj masjid main imammut ki jagha khali hey .
shaik ji rind baney baithey hain maikhane main.

Posted: Fri Sep 07, 2007 9:48 pm
by ummassad
itney sajdey kiye naqsh e pa pe terey.
kh jabeen per merey naqsh e pa bun gaiye.

Posted: Sat Nov 03, 2007 2:37 pm
by sbashwar
abar-e-gham dil se utah aankh se darya barsa
doob jane ko thi duniya meri itna barsa

Abdullah Nazir

Posted: Sun Feb 17, 2008 7:13 pm
by ummassad
umeed ka saahil choot gaiya jazbaat ke behtey dhaarey main.
kuch yaad nahin kiya yaad raha;kuch yaad nahin kiya bhool gaiye.
.

Posted: Mon Feb 18, 2008 3:21 pm
by balvinder
is vaqt to maiN ghar se nikalane na paaooNgaa
bas ek kameez thee jo meraa bhaaee le gayaa

Posted: Tue Feb 26, 2008 2:05 am
by ummassad
aik ajnabi jhounkey ne jeb pohcha merey ghum ka sabab.
sehra ki gili rait per main ne likha awaargi.

Re: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

Posted: Thu Jul 24, 2008 7:42 pm
by hassan_bashir
abhi is taraf na nigah kar, maiN Ghazal ki palkeN saNwaar looN,
mera lafz-lafz ho aa'iina, tujhe aa'iine meiN utaaaaar looooooN!

Re: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

Posted: Sat Jan 30, 2010 7:32 pm
by manzar alam
اس شہر خرابی میں غم عشق کے مارے
زندہ ہیں ،یہی بات بڑی بات ہے پیارے

Re: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

Posted: Sun Jan 31, 2010 8:18 am
by sbashwar
ارے تک آگئے تم کیوں اجی سے * خطا ہوتی ہے صاحب آدمی سے
عبداللہ ناظرؔ

Re: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

Posted: Sun Jan 31, 2010 11:50 am
by munir-armaan-nasimi
Waah bhai Waah.... Kya Baat hai Salem Bhai... Anjuman ko phir se Aabaad Kar rahe hain.. Badi Baat Hai Bhaijaan....... Hum bhi aapke Saath hain...... !! :grin: