Page 13 of 33
Posted: Tue Jun 13, 2006 7:26 am
by hassan_bashir
raat bhar jaagte rehte ho bhala kiyoN nasir,
tum ne yeh daulat-e-baidaar kahaaN se paayii?!
maqTaA
Posted: Thu Jun 15, 2006 10:25 am
by Abdullah Nazir
"martaa thaa jiski khaaTir uski Taraf nah dekhaa
Meer-e-sitam raseedah zaalim ghayoor kyaa thaa".
Shaayer: Meer Taqi Meer.
Nazir.
maqTaA
Posted: Thu Jun 15, 2006 10:25 am
by Abdullah Nazir
"martaa thaa jiski khaaTir uski Taraf nah dekhaa
Meer-e-sitam raseedah zaalim ghayoor kyaa thaa".
Shaayer: Meer Taqi Meer.
Nazir.
maqTaA
Posted: Thu Jun 15, 2006 10:26 am
by Abdullah Nazir
"martaa thaa jiski khaaTir uski Taraf nah dekhaa
Meer-e-sitam raseedah zaalim ghayoor kyaa thaa".
Shaayer: Meer Taqi Meer.
Nazir.
Posted: Thu Jun 15, 2006 11:00 am
by hassan_bashir
mujh ko jiNho.ne qatl kiyaa hai koii uNheN batalaaye "Nazeer"
merii laash ke pahaluu meiN vo apanaa KhaNjar bhuul gaye
maqTaA
Posted: Thu Jun 15, 2006 5:17 pm
by Abdullah Nazir
"door baithaa ghubaar Meer us se
ishq bin yeh adab nahiN aataa".
Shaayer: Meer Taqi Meer.
Nazir.
Posted: Mon Jun 19, 2006 9:12 pm
by ummassad
yeh uska taraz.e. takhatub bhi khoub hey MOHSIN
ruka rhka saa tabasum khafa khafa aankhain
maqTaA
Posted: Tue Jun 20, 2006 3:07 pm
by Abdullah Nazir
"jahaaN meiN der nahiN lagti aankhen mundte Meer
tumheN tou chaahiye her kaam meiN shitaab karo."
Shaayer: Meer Taqi Meer.
Nazir.
maqTaA
Posted: Tue Jun 20, 2006 3:08 pm
by Abdullah Nazir
"jahaaN meiN der nahiN lagti aankhen mundte Meer
tumheN tou chaahiye her kaam meiN shitaab karo."
Shaayer: Meer Taqi Meer.
Nazir.
Posted: Sat Jun 24, 2006 8:33 pm
by zmufti
"Akhtar" dayaar-e-husn me.n pahu.Nche.n to hai.n mar ke ham
kyuu.N kar huaa hai tay ye safar kuchh na puuchhiye
maqTaA
Posted: Sun Jun 25, 2006 5:45 am
by Abdullah Nazir
"Ameer afsurdah houkar ghuncha-e-dil sookh jaataa hei
wo mele ham ko QaiSar baagh ke jab yaad aate heiN"
Shaayer: Ameer Meenayi
Nazir.
ustadooN ke maqt^e'e!
Posted: Tue Jun 27, 2006 10:57 am
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
janazah uTh geya kiyooN ae'taabar-e-Nazir ka?
jo dostooN ne kiya kaash woh a'do karte
khaliq-e-maqt^a' Abdullah Nazir.
Posted: Tue Jun 27, 2006 6:57 pm
by zmufti
ab na vo mai.n huu.N na tu hai na vo maazii hai `Faraaz',
jaise do shaKhs tamannaa ke saraabo.n me.m mile.n
maqTaA
Posted: Wed Jun 28, 2006 10:08 am
by Abdullah Nazir
"KiyuN :Yaas: qafas meiN bhee vohi zamzamah sanji
aisaa to zamaane meiN koii dil nahiN rakhtaa"
Shaayer: Yaganah Changezi :Yaas:
Nazir.
Posted: Wed Jun 28, 2006 8:55 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
imkaan-e-waSl-e-yar to har waqt tha baqa
ham hee t^uwaf-e-kochah-e-janaN nah kar sake.
shareef ahMad baqa.