Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
hum hain mushtaq aor vo baizar
ya ilaahi yeh majira kiya hey
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
iske siwaa kyaa rehgaya shaghl-e-aseeraan-e-qafas
zanjeer-e-paa ko dekhnaa yaa jaanib-e-dar dekhnaa.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
'sawaaliyah'
bekali dil hi ki tamaasha hai
barq meiN aise izteraab kahaaN--Meer
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kyaa khatm houchukaa hei her ik nuskha-e-Hayaat
kiyuN chaarahgar ke haath meiN ab irtiAash hei.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
ahl-e-duniya Haal-e-hum digar se kya hoN muttal'a
majlis-e-tasveer meiN kis ko kisi ka hosh hai?--Aatish
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
sawaaliyah
kujaa Khud shukr iiN nia'mat guzaaram
ke zor-e-mardum aazaari na daaram--ShaiKh Sa'adi
(maiN Khudaa ki nia'mat ka shukr kaise adaa karuN
ke mujh meiN kisi ko sataane ki taaqat hi nahiN hai)
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
itnaa bhee kiyuN zamaanah shamaayil houaa hei tuu?
dhoukah nah de muAamila-e-iAtibaar meiN.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
'sawaliyah'
woh jaan-e-jaaN nahiN aata, tau maut hi aati
dil-o-jigar ko kahaN tak bhala lahu karte?
Khwaja Hyder Ali Aatish
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
Hei koii qaus-e-qazah yaa tiri angRaayi hei
yaa samjh looN ke gulistaaN meiN bahaar aayi hei.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
nigaah-e-naaz, jisay aashna-e-raaz kare
woh apni Khoobi-e-qismat pe kyoN na naaz kare?
--Hasrat Mohaani
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
umr bhar is kaakul-e-hastee ko suljhaataa rahaa
zindagi mushkil hei yaa mushkil nahiN hei kyaa kahooN.
Shaayer: Abdullah Nazir
Nazir.
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
'sawaaliyah'
nahiN hai mo'ataqqid mera, agar Haasid, tau kya Gham hai
hu'a, besajdah-e-ibliis, kya nuqsaan aadam ka?
--NaasiKh
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
jaane kiyuN rishtah nahiN kizb o riyaa se apnaa?
warnah dunyaa meiN musalsal hei ravaa kyaa kyaa kuch.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
'sawaaliyah'
moHabbat kushta haiN hum, yaaN kaso paas
hamaare dard ki bhi kuchh dawaa hai?
--Meer
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
meraa kyaa hei maiN rahooN yaa nah rahooN dunyaa meiN?
apne hee naqsh-e-kaf-e-paa ko miTaate kiyuN hou.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.