Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kiyaa houaa aakhir diyaa us ne fareb
lo muHabbat kii nishaani mil gaiee.
Nazir.
-
hassan_bashir
- -

- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
-
Contact:
Post
by hassan_bashir »
khaRaa hooN aaj bhee roti ke chaar harf liYe
sawaal yeh hai kitaaboN ne kyaa diya mujh ko
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
wo kaun hei jise rehtaa hei doosraoN kaa khayaal
Her aek shakhs ko apni paRi hei dunyaa meiN.
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
naamah likhtaa hooN tou likh detaa hooN dil kii baaten
jaane le jaayegi mujhko miri teHreer kahaaN.
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
ishrat-e-saya-e-gul yaad dilaate kiyuN hou
khwaab meiN aate hou kiyuN neend uRaate kiyuN hou.
Nazir.
-
Shummu
- -

- Posts: 733
- Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
-
Contact:
Post
by Shummu »
Ae Naye Saal Bataa Tujh Mein Nyaa Kya Hai?
Har Taraf Khalq Ne Kyon Shor Macha Rakha Hai
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
-
hassan_bashir
- -

- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
-
Contact:
Post
by hassan_bashir »
kaun khaaYega kiskaa hissaa hai ?
daane daane pe naam likkhaa hai !
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
"tiri kaafir javaani ko javaani kaun kehtaa hei
muHabbat ko muHabbat kii nishaani kaun kehtaa hei."
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kis ne meraa Haal poochaa, kis ne pursish kii janaab
yooN tou kehne ko hazaarouN doust mere dil meiN thay.
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
deevaane ko ahl-e-jahaaN se kyaa maTlab
dast-e-duAaa hei dast-e-duAaa kashkoul nahiN.
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kaunsi shab nah kaTi hijr meiN angaaraoN per
aiy sitamgar tujhe ihsaas magar hei ke nahiN
Nazir.
Last edited by
Abdullah Nazir on Tue Oct 25, 2005 2:56 am, edited 1 time in total.
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
[size-18]
kaunsi shab nah kaTi hijr meiN angaaraoN per
aiy sitamgar tujhe ihsaas magar hei ke nahiN
Nazir.
[/size]
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kahooN tou souz-e-dil-e-beqaraar kaise kahooN
junoon-e-gardish-e-lail o nahaar kaise kahooN.
???
Nazir.
-
Hashmat Usmani
- -

- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
-
Contact:
Post
by Hashmat Usmani »
marne_vaalo pe "Saif" Hairat kiuN?
maut aasaan ho gaii hogii!
Saifuddin "Saif"
-
Shummu
- -

- Posts: 733
- Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
-
Contact:
Post
by Shummu »
yaarab ! zamaana mujhko miTaata hai kis liye ?
loh-e-jahaaN pe harf-e-muqarrar naheeN hooN maiN
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai