Tariq Butt sahib Pakistan se haiN aur Damam mai muqeem haiN unki aik Ghazal pesh e khidmat hai, vo khud hi apna kalam bhi jald pesh kareiNge.
shukria
Tariq Butt sahib ki Ghazal
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Tariq Butt sahib ki Ghazal
- Attachments
-
- sda-e-mosum-e-gul.jpg (67.68 KiB) Viewed 151 times
janab mahtab qadr sahib!
assalam-o-alaikum
aap is haseen intikhaab ke liye sarasar daad ke mustahiqq haiN.ham ne ye har lihaz se a,laa ghazal subh hi baar baar paRh lii thii, jawab bhi itne hi ehtimaam se type kar liya tha, jitni keh Ghazal pasand aaee thii, lekin bura ho conputer ka, keh aan ki aan meiN do martabah sab delete ho ho gaya.
ab hamarii khush-qismatii hay keh janab tariq butt sahib khud bhi tashreef laa chuke haiN, aur ham ne unka istiqbaal bhi kiya hay.
ham ap ke mamnoon haiN ke itni azeem adabi shakhsiyyat se hameiNmuta,aaruuf karwaya, jin se hameiN bohat kuch seekhne ka mauqa mile ga.
khair andesh
najma