Page 1 of 1
Zameen Sakht nay aasman sangdil hai...ek taza ghazal
Posted: Wed May 25, 2005 1:38 pm
by akifghani
Assalam o allaikum!
Ek taza tareen ghazal pesh e khidmat hai.Ap ki raey ka intezar rahey ga.
Posted: Wed May 25, 2005 10:44 pm
by Star Mind
moHtarami Aakif SaaHib, aadaab :)
aap ki Ghazal nehaayat munfarid aur di-kash lagee, daad qabool kejeye !
shukryioya
moKhliS : Zia Baloch
Re: Zameen Sakht na aasman sangdil hai...ek taza ghazal
Posted: Wed May 25, 2005 11:00 pm
by najma
akifghani wrote:Assalam o allaikum!
Ek taza tareen ghazal pesh e khidmat hai.Ap ki raey ka intezar rahey ga.
janab akifghani sahib
aadaab
aap ki Ghazal meiN khoob khayalaat haiN.
daad qubool kijiye
wese kuch muqaamaat par aap ke talaffuz ki bina par wazn khaarij ho raha hay.
1=she,r 1 ka pehla misr,a=saheeh lafz(nah) hota hay.aap ne (naaa)baandha hay
2= she,r 2 ka pehla misr,a=saheeh lafz(qadam) hota hay.aap ne (qad,m) baandha hay
3=maqt,a ka pehla misr,a=saheeh lafz(gard) hota hay.aap ne (garad) baandha hay
aap apne in khayalaat ko mazeed khoobsooratii se bhi bayaan kar sakte haiN.
taa-ham is ach koshish par daad qubool kijiye
Re: Zameen Sakht na aasman sangdil hai...ek taza ghazal
Posted: Thu May 26, 2005 9:33 am
by akifghani
Hosla afzai ka shukria.Apki nishan dahi par ghaur key bad mutaliqa changings kar dee hain.Umeed hai aienda bhee karm farmai hoti rahey gi.
najma wrote:akifghani wrote:Assalam o allaikum!
Ek taza tareen ghazal pesh e khidmat hai.Ap ki raey ka intezar rahey ga.
janab akifghani sahib
aadaab
aap ki Ghazal meiN khoob khayalaat haiN.
daad qubool kijiye
wese kuch muqaamaat par aap ke talaffuz ki bina par wazn khaarij ho raha hay.
1=she,r 1 ka pehla misr,a=saheeh lafz(nah) hota hay.aap ne (naaa)baandha hay
2= she,r 2 ka pehla misr,a=saheeh lafz(qadam) hota hay.aap ne (qad,m) baandha hay
3=maqt,a ka pehla misr,a=saheeh lafz(gard) hota hay.aap ne (garad) baandha hay
aap apne in khayalaat ko mazeed khoobsooratii se bhi bayaan kar sakte haiN.
taa-ham is ach koshish par daad qubool kijiye
Posted: Tue May 31, 2005 9:54 pm
by Anmol
Adaab
Akif Sahib,
Munfarid zameen muntakhib ki hay aap ne, aur ashaar bhi Khoob nikaale heN. Daad qubool kijiye.
Posted: Wed Jun 01, 2005 9:35 am
by Mahtab Qadr
Bahut khoob Akif Ghani sahib aap ki ghazal behad pasand aai. tashreef laate raihye aur apne kalam se nawazte raheiye, shukria
Posted: Thu Jun 02, 2005 4:32 pm
by akifghani
Anmol wrote:Adaab
Akif Sahib,
Munfarid zameen muntakhib ki hay aap ne, aur ashaar bhi Khoob nikaale heN. Daad qubool kijiye.
Bohat Bohat Shukria Anmol jee.
Re: Zameen Sakht na aasman sangdil hai...ek taza ghazal
Posted: Thu Jun 02, 2005 4:34 pm
by akifghani
akifghani wrote:Hosla afzai ka shukria.Apki nishan dahi par ghaur key bad mutaliqa changings kar dee hain.Umeed hai aienda bhee karm farmai hoti rahey gi.
najma wrote:akifghani wrote:Assalam o allaikum!
Ek taza tareen ghazal pesh e khidmat hai.Ap ki raey ka intezar rahey ga.
janab akifghani sahib
aadaab
aap ki Ghazal meiN khoob khayalaat haiN.
daad qubool kijiye
wese kuch muqaamaat par aap ke talaffuz ki bina par wazn khaarij ho raha hay.
1=she,r 1 ka pehla misr,a=saheeh lafz(nah) hota hay.aap ne (naaa)baandha hay
2= she,r 2 ka pehla misr,a=saheeh lafz(qadam) hota hay.aap ne (qad,m) baandha hay
3=maqt,a ka pehla misr,a=saheeh lafz(gard) hota hay.aap ne (garad) baandha hay
aap apne in khayalaat ko mazeed khoobsooratii se bhi bayaan kar sakte haiN.
taa-ham is ach koshish par daad qubool kijiye
Hosla Afzai ka Bohat Bohat Shukria
Re: Zameen Sakht na aasman sangdil hai...ek taza ghazal
Posted: Thu Jun 02, 2005 4:35 pm

[/quote]