Kuchh na kisi se bolenge
Kuchh na kisi se bolenge
tanhaaii mein ro lenge
hum be-rahabaron ka kyaa
saath kisi ke ho lenge
Khud to hue rusvaa lekin
tera bhaid na kholenge
jeevan zahar bharaa saagar
kab tak amrit gholenge
neend to kya aaegii 'Faraz'
maut aai to so lenge.....
i dont know kay yah kis ka kalam ha but = bohat acha ha
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Re: i dont know kay yah kis ka kalam ha but = bohat acha ha
sara_j wrote:taimoor maqte mein shayar ka naam maujood haitaimoor wrote:Kuchh na kisi se bolenge
Kuchh na kisi se bolenge
tanhaaii mein ro lenge
hum be-rahabaron ka kyaa
saath kisi ke ho lenge
Khud to hue rusvaa lekin
tera bhaid na kholenge
jeevan zahar bharaa saagar
kab tak amrit gholenge
neend to kya aaegii 'Faraz'
maut aai to so lenge.....
ab to maloom hau na ye kis ka kalaam hai :P
abhi khud bacha haiN naa
baRe hojaeingay to inko pata chal jaya karega, maqta,a dekh kar
Re: i dont know kay yah kis ka kalam ha but = bohat acha ha
taimoor wrote:Kuchh na kisi se bolenge
Kuchh na kisi se bolenge
tanhaaii mein ro lenge
hum be-rahabaron ka kyaa
saath kisi ke ho lenge
Khud to hue rusvaa lekin
tera bhaid na kholenge
jeevan zahar bharaa saagar
kab tak amrit gholenge
neend to kya aaegii 'Faraz'
maut aai to so lenge.....
taimoor!
tumko ma,loom naheeN lekin hameiN pata chal gaya,maqt,a meiN shair ka naam maujood hay =faraz=
ye ahmad faraz ka kalam hay.
share karne ka shukriya
khush raho