HAM KYA KAREN- JO WASL KE DINRAAS NA AAEIN===NAJMA

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

HAM KYA KAREN- JO WASL KE DINRAAS NA AAEIN===NAJMA

Post by najma »

sathiyo!

aadaab

ek ghazal aap sab ki nazr

ho sake to raeyse nawaziyega

khairandesh

najma
Attachments
ham kya kareN, jo wasl ke din raas na aaeiN.gif
ham kya kareN, jo wasl ke din raas na aaeiN.gif (8.76 KiB) Viewed 1544 times
User avatar
Mahtab Qadr
-
-
Posts: 559
Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
Location: Jeddah Saudi Arabia
Contact:

Post by Mahtab Qadr »

wah waah waah bahut khoob Najma ji bahut lutf andooz huva aap ki is khoobsurat ghazal se .
shukria
Mahtab Qadr
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

Mahtab Qadr wrote:wah waah waah bahut khoob Najma ji bahut lutf andooz huva aap ki is khoobsurat ghazal se .
shukria
Mahtab Qadr


bohat shukriya mahtab qadr sahib!

aapki ye hausla-afzaee sir aankhoN par.

khair andesh

najma
naheedv
-
-
Posts: 163
Joined: Sat Dec 18, 2004 3:53 am
Contact:

Post by naheedv »

dastak si diyaa karti haiN paiham dar.e.dil par
sargoshiyaaN karti huyee maanoos sadaayeN!

Najma jee,
aap kee ye ghazal aur khaas taur par ye she'r buhat pasaNd aayaa,
daad qubool kijiye!!

mukhlis
Naheed
Image
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

Najma jee
aapki ghazal buhat pasand aayii
thanks for sharing
zarqa
Post Reply