Humne Unse Bhi Dosti Ki Hai....

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Humne Unse Bhi Dosti Ki Hai....

Post by munir-armaan-nasimi »

Urdubandhan ke pyare Dosto,

Salam-o-Rehmat! Ek aur Ghazal aap ki khidmat main haazir hai. Kaisi lagi???

Munir Armaan Nasimi
Attachments
Yeh Ghazal "Roushni" (USA) main publish ho chuki hai.
Yeh Ghazal "Roushni" (USA) main publish ho chuki hai.
Dosti-Ki-Hai.gif (7.86 KiB) Viewed 484 times
farhan
-
-
Posts: 120
Joined: Tue Sep 27, 2005 7:21 am
Location: India
Contact:

Post by farhan »



Janab Munir Saheb

bahut achchi ghazl share ki aap nay.............ghazal kay tammam ashaar hi pasand ayee...share karnay ka bhaut bahut shukriya.

fahran
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

is font ko paRhne mein mujhe khaasi dushwaari ho rahi hai..plz roman version bhi post kar dien ghazla ka..shukriya
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

DO ME A FAVOUR PLZ....

Post by munir-armaan-nasimi »

DEAR SARA JI,

ACHCHA LAGA KE AAP SAB KO MERI GHAZAL PASAND AAYI...MAGAR BEHAD DUKH HAI KE... SHUMAILA JI KO PADHNE MAIN MUSHKIL HOYI. MAY I REQUEST YOU SARA PLEASE TO.... DO ME A FAVOUR AND YE GHAZAL KO 'ROMAN' MAIN POST KAR DEIN.

MAIN KABHI ROME NAHIN GAYA NA.. MERI ROMAN KAMZOR HAI.


Munir Armaan Nasimi
Raji
-
-
Posts: 211
Joined: Fri Dec 31, 2004 6:58 am
Location: Home Sweet Home
Contact:

Post by Raji »

Aadaab-o-tasleemaat,

aap kee ghazal be-intihaa KhoobSoorat hai. tamaam hee ashaar ache heN. meree janib se dilee daad aur mubarakbaad qubool keejiye.

roman meN posted Ghazal ka faahedah yeh hotaa hai keh readers use quote kar ke har ek she'r par tafseelan apnii aaraa ka izhaar kar sakte heN vernaa majmooii taa'cur ko hee likhnaa paRtaa hai jo ek achii ghazal ke saath ziyadtee hai :-)

aap kee mazeed taKhleeqaaat ka bhi intizaar rahe gaa.

wassalam

Zahida Raees :Raji:
Meree sha'iree se mujhe jaan Lo
ke yeh aa'enaa hai meri zaat ka
(Raji)
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Thankz!

Post by munir-armaan-nasimi »

Dear Raji & Sara ji,

Bhai aap logon ki hausla afjayi hi hum jaise chote motey shair ke liye 'Tonic' hai.... dete rahein. Mere paas Shukriya ke elava dene ko aur kuch nahin. Qobool karein.

Keep Smiling.

Munir Armaan Nasimi
Post Reply