Hafeez Jounpoori ki ghazal: Abdullah Nazir.

UstadaoN aur MuntaKhib ShoAraa ki shaayeri

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

Hafeez Jounpoori ki ghazal: Abdullah Nazir.

Post by Abdullah Nazir »


MuHtaramaat o MuHtarameen
Arbaab-e-MeHfil aur AHbaab-e-sukhan,

PurkhulooS, Tasleemaat,

Aapki khidmat meiN Hafeez Jounpoori ki aek shaahkaar ghazal pesh karne ki saAadat HaaSil karrahaa hooN.

Note: Mere saabiqah mutaaliAe ki bunyaad per meri yaaddasht meiN Hafeez Jounpoori kaa naam Ghani Dehlawi thaa jo shaayad meri hee nazar kaa quSoor thaa.


Aapka MukhliS,
Nazir.

Attachments
zzzaaa.JPG
zzzaaa.JPG (80.39 KiB) Viewed 186 times
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

Bahut bahut Shukriyah

Post by Abdullah Nazir »


MuHtaramah
Saara SaaHibah,

PurkhulooS Tasleemaat,

Meri peshkardah Hafeez Jounpoori kee mash'hoor ghazal kee pazeerayi ke liye aapka tah-e-dil se shukriya adaa kartaa hooN. Ummeed ke aayindah bhee isi TaraH se meri HauSlah-afzaayi farmaati rahengi.


Aapka MukhliS,
Nazir.

Image
hassan_bashir
-
-
Posts: 436
Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
Location: Kuwait
Contact:

Post by hassan_bashir »

aadaab mohtaram!

Vahh vahh, *Hafeez Jounpoori* kyaa khuub kalaam ataa kiyaa hai aap ne.

bohat bohat shukriyah! :rose
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
Post Reply