Kabhi SeHra kabhi darya nazar aaye ghar say....Farhan
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Kabhi SeHra kabhi darya nazar aaye ghar say....Farhan
As Salamu Aalaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu,,,
apni ik kaavish peesh-e-khidmat hai jo ik miSra-e-TaraH per kahi gayii hai. ummid hia pasand aaygii.aap ki aara ka muntazir rahoonga..
Farhan
- Attachments
-
- kabhi sehra.gif (12.21 KiB) Viewed 96 times
- muhammad_19k
- -
- Posts: 540
- Joined: Wed Nov 22, 2006 8:36 am
- Location: Lahore
- Contact:
bohat khoob janab
aisi shaandaar ghazal par bhalaa aap ko mubaarakbad na paise ki jaa-aye to kyaa kiaa jaa-aye? . zydaa khushi ki baat ye rahi ki tamaam ashaar aik hi standard par meHsoos huway jis se aap ki khonaa mashqi ka pataa chaltaa hai. darj zail sher mujhe sub se zydaa pasand aayaa.
lout aayaa hooN pardes ke zindaaN meN phir,
dil pe rishtoN ka baRa bojh uThaa-aye ghar se
umeed hai ke aap iss taraH apne kalaam se mustafeed farmateN rahaiN geN,
shukriya,
Muhammad K. Siddiqui.

+92 321 4435273
938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
+92 321 4435273
938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
muhammad_19k wrote: bohat khoob janab
aisi shaandaar ghazal par bhalaa aap ko mubaarakbad na paise ki jaa-aye to kyaa kiaa jaa-aye? . zydaa khushi ki baat ye rahi ki tamaam ashaar aik hi standard par meHsoos huway jis se aap ki khonaa mashqi ka pataa chaltaa hai. darj zail sher mujhe sub se zydaa pasand aayaa.
lout aayaa hooN pardes ke zindaaN meN phir,
dil pe rishtoN ka baRa bojh uThaa-aye ghar se
umeed hai ke aap iss taraH apne kalaam se mustafeed farmateN rahaiN geN,
shukriya,
Muhammad K. Siddiqui.
Janab Muhammad K. Siddiqui SaHib
sub say pahlay to main aap kay "instant" reply ka shukriya aada karna chahoonga......bahut bahut shukriya janab...
ghazal ki pasandeedgii aur pazarayii ka shukriya.....
quote karda shair ki bil khusoos pasandeedii per mamnoon hoon....ummid hai aap isi tarh himmat afzayii farmatay raheeNgaye...
waisay ik baat aur ki main abhi tilf-e-maktab hoon...
aap ki muhabbat o eenayat ka bhaut bahut shukriya..
Jazakallahu khaira..
farhan