MAHAK - Lafz pe pasandeedah Sher bheziye... Please !!
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
MAHAK - Lafz pe pasandeedah Sher bheziye... Please !!
Dosto,
Salaam-o-Rehamt !! Mujhe "MAHAK" (khushboo magar khushboo lafz nahin.. sirf Mahak).. lafz ke kuchh Ashaa'r chaahiye. Meherbaani hogi agar aap log meri madad kar dein.
Aap ka apna,
Armaan
Salaam-o-Rehamt !! Mujhe "MAHAK" (khushboo magar khushboo lafz nahin.. sirf Mahak).. lafz ke kuchh Ashaa'r chaahiye. Meherbaani hogi agar aap log meri madad kar dein.
Aap ka apna,
Armaan
-
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
- Contact:
-
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
- Contact:
-
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
- Contact:
-
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
- Contact:
-
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
- Contact:
tere aane kii jab Khabar mahake
tere Khushbuu se saaraa ghar mahake
shaam mahake tere tasavvur se
shaam ke baad phir sahar mahake
raat bhar sochataa rahaa tujh ko
zahan-o-dil mere raat bhar mahake
yaad aaYe to dil munavvar ho
diid ho jaaye to nazar mahake
vo ghaRii do ghaRii jahaaN baiThe
vo zamiiN mahake vo shajar mahake
~ Navaaz Deobandi ~
tere Khushbuu se saaraa ghar mahake
shaam mahake tere tasavvur se
shaam ke baad phir sahar mahake
raat bhar sochataa rahaa tujh ko
zahan-o-dil mere raat bhar mahake
yaad aaYe to dil munavvar ho
diid ho jaaye to nazar mahake
vo ghaRii do ghaRii jahaaN baiThe
vo zamiiN mahake vo shajar mahake
~ Navaaz Deobandi ~
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Beradaram Hassan Bashir Saaheb,
Intehaayi shukr guzaar hoon ke aap ne "Mahek" unwaan pe dher saare ashaar ke Mahak se POST ko ekdum Mehka diya hai.... Alla'h kare ye mahek ta-der qaayam rahe...
Plz. kuch aur sher bhi enayat karein.
aap ka bhai,
Armaan
Intehaayi shukr guzaar hoon ke aap ne "Mahek" unwaan pe dher saare ashaar ke Mahak se POST ko ekdum Mehka diya hai.... Alla'h kare ye mahek ta-der qaayam rahe...
Plz. kuch aur sher bhi enayat karein.
aap ka bhai,
Armaan
Iss Dil Main ARMAAN Bahut Hain
Ek Hai Ghar Mehmaan Bahut Hain
MUNIR ARMAAN NASIMI
INDIA.
Ek Hai Ghar Mehmaan Bahut Hain
MUNIR ARMAAN NASIMI
INDIA.
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Behad Pyara Sher Hai...
Wah Wah.. kya baat hai.... wo rang-o-noor ka payker jidhar se guzrega.... kamaal ka sher hai.. agar aap ka apna hai to Dobara Daad qobool kiziye... waqayi behad pyara sher hai...!!ummassad wrote:MAHAK uthaingi fizaiyen guloun ki khushboo se.
wo rang o noor ka payker jidher se nikleyga.
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Shukriya Balvinder Bhai....
BERADARAM BALVINDER INDORI SAAHEB.... MAIN AAP KA SHUKR GUZAAR HOON KE AAP NE "MAHAK' LAFZ PE ITNE PYARE PYARE ASHAAR POST KIYE.... MAGAR MUJHE YE BHI MAALOOM HAI KE AAP KE PAAS AUR BHI ACHCHE SHER HAIN.... MAIN SIRF "MAHAK" LAFZ PE SHER CHAAHTA HOON.... MAHAKTI, MAHAKTA, MAHKI-MAHKI.. WAGERA NAHIN... SIRF "MAHAK" PLZ. KUCH AUR SHER...PLZ.balvinder wrote:laakh gham siine se lipTe raheN naagan ki tarah
pyaar sachchaa thaa, mahaktaa rahaa chaNdan ki tarah
krishn bihari ''noor''
aap ka apna,
Munir Armaan
N.B.: Aanjehani Krishn Bihari Noor Saaheb se main personally mila hoon aur unke haathon se likhe hoye kayi sher jo mere autograph book main hain un main se mandarza bala sher bhi ek hai. Aur zaati tor pe mujhe ye sher be-had pasand hai.
-
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
- Contact:
munir-armaan-nasimi wrote:Beradaram Hassan Bashir Saaheb,
Intehaayi shukr guzaar hoon ke aap ne "Mahek" unwaan pe dher saare ashaar ke Mahak se POST ko ekdum Mehka diya hai.... Alla'h kare ye mahek ta-der qaayam rahe...
Plz. kuch aur sher bhi enayat karein.
aap ka bhai,
Armaan
Bhaii Arman,
aap k diye gaye lafz par jitane ash'aar mujhe yaad the voh aap ki nazr kar hi chooka hooN, aur is se ziyadah to milnaa shaayad mushkil hai, phir bhii khaatir aap ke koshish jaari rahe gi. fil vaqt yeh do ash'aar aur leejiYe.
un ki mahak ne dil k GhooNche khilaa diYe haiN!
jis raah chal gaye haiN, kooche basaa diYe haiN!!
~ Aala hazrat (R.A.) ~
tere aane ki jab se milii hai khabar,
terii khushboo mahakne lagii mere ghar!
~ khaaksaar ~
shukriYah!
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai