Ab maiN usay yaad bana daina chahta hooN- Munir Niyaazi

UstadaoN aur MuntaKhib ShoAraa ki shaayeri

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
Brijinder
-
-
Posts: 86
Joined: Mon Jul 04, 2005 9:02 pm
Contact:

Ab maiN usay yaad bana daina chahta hooN- Munir Niyaazi

Post by Brijinder »

Ab maiN usay yaad bana daina chata hooN

Main uski aankhoN maiN daikhta rehta hooN
Magar meri samajh maiN kuch naiN aataa
Main uski baatoN ko sunta rehta hooN
Magar meri samajh maiN kuch nahiN aataa
Agar kabhi woH mujhsay milay
To maiN ussay baat nahiN karuNga
Uski taraf daikhuNga bhi nahiN
MaiN koshish karuNga
Mera dil kahiN aur mubtila ho jayay
Ab maiN usay yaad banaa dena chahta hooN

------------------------------------
User avatar
muhammad_19k
-
-
Posts: 540
Joined: Wed Nov 22, 2006 8:36 am
Location: Lahore
Contact:

Post by muhammad_19k »

Brijindar,

kaise heN aap?

mujhe aazaad nazm ki na kuch samajh hai is se koi shaghaf. laikin Munir Niazi aik aisaa naam he jis kar harf lafz hi apnaa zaat meN kudh aik nazm hai. un ki ye nazm paish karne ke leeaye shukriyaa qubool kijiaye.

aor kahiaye, mu'aamlaat e zindigi kaise guzar raheN heN aor waise aap karte kya heN ?

Regards,
Muhammad K. Siddiqui.
Muhammad K. Siddiqui.
+92 321 4435273

938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
Post Reply