Mehfil JanaaN MeiN Kis Shai Ki Kami Baaqi Rahi - Nazir Saheb

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Mehfil JanaaN MeiN Kis Shai Ki Kami Baaqi Rahi - Nazir Saheb

Post by sbashwar »

Aziz qariyeen,
:salaam:

Nazir Sahib ki ek ghazal jo mujeh pasand hai aap loug ke saath sharakat kar raha houn:
Shukria
Salem Bashwar
Attachments
rygh13.gif
rygh13.gif (12.64 KiB) Viewed 157 times
سالم احمد باشوار
tahira Masood
-
-
Posts: 338
Joined: Thu Dec 16, 2004 7:54 pm

Re: Mehfil JanaaN MeiN Kis Shai Ki Kami Baaqi Rahi - Nazir S

Post by tahira Masood »

sbashwar wrote:Aziz qariyeen,
:salaam:

Nazir Sahib ki ek ghazal jo mujeh pasand hai aap loug ke saath sharakat kar raha houn:
Shukria
Salem Bashwar

nice sharing bohart a'alaa Zauq hai aap kaa


ab Nazir Sahbe ki seHat kaise ehai

agar ho sake tau meri terafse bhi salaam kehdijiey gaa
live and let live

Image
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtaram Bashwar SaaHib aadaab!

HaZ^rat-e-Nazir kee yeh Ghazal mujhe bhee dil-o-jaaN se pasand hai. is ke sabhe she'er aek khaaS sarmastee aor suroor se bhar poor haiN. qaree faora" sarmast ho kar reh jataa hai. aor taa der is ke seHer se aazaad naheeN ho pataa.
is Ghazal ko meHfil kee nazr karne par shukriyah qubool keejiye.

khush raheeN
Wassalam
Muzaffar AHmad Muzaffar
User avatar
haamidbaaqri
-
-
Posts: 567
Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
Location: bangalore, india 00-91-9341253797
Contact:

masha allah

Post by haamidbaaqri »

mohtaram saleem bashwar saahib
Assalaam o alaikum

mohtaram abdullah nazir sahib ka yeh khoobsoorat kalaam hamaaray dil meiN utar gaya hai.

hum say share karnay ka bahut bahut shukriya.

ab mohtaram nazir saahiB kaisay haiN?

hamaara salaam dejiyega unheN.

mukhlis
haamidbaaqari
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
Post Reply