ADH KHILAA GHULAAB KAA PHOOL

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
muzafarmohsin
-
-
Posts: 11
Joined: Sun Sep 16, 2007 9:06 am
Location: Shehar.LAHORE
Contact:

ADH KHILAA GHULAAB KAA PHOOL

Post by muzafarmohsin »


Adh Khilaa Gulaab Kaa Phool..
Payaar Se Thamaayaa Jab..
NAAK Se Lagaayaa Jab..
ZINDGGI Haseen Laggi..
Bohat Dilnasheen Laggi..

----=====------=====---
Adh Khilaa GHULAAB Mujhhe
De Ke Us Ne Farmayaa..
Muft Yeh Nahhi Aayaa..
DE Ke Ik Pachaas Kaa Not..
Pehlle Mujh Ko Faarigh Kar..
--------------
Baad Merre Janne Ke..
Naak Se Lagaa Lennaa..
Chaahhe Dil Terraa Gar..
Naak Men Ghusaa Lennaa..
ADH KHILAA GHULAAB KAA PHOOL..

---===Hafiz Muzaffar Mohsin===---
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtaram Haafiz^ Muzaffar SaaHib aadaab!

kaese mizaaj haiN. jawaab dene meN takheer hoee is ke liye naadim hooN. daraSl kuch maSrufiyat aaRe aate rahee. lekin aap kee nazm bohot pehle dekh lee thaa. aor khub lut^f andooz bhee huwaa thaa. mashAllah bohot khubSurat likhte haiN. aor aap ke qalam meN Allah ne baRee jaan aor quwwat rakh chuooRee hai.


Adh Khilaa Gulaab Kaa Phool..
Payaar Se Thamaayaa Jab..
NAAK Se Lagaayaa Jab..
ZINDGGI Haseen Laggi..
Bohat Dilnasheen Laggi..

----=====------=====---
Adh Khilaa GHULAAB Mujhhe
De Ke Us Ne Farmayaa..
Muft Yeh Nahhi Aayaa..
DE Ke Ik Pachaas Kaa Not..
Pehlle Mujh Ko Faarigh Kar..
--------------
Baad Merre Janne Ke..
Naak Se Lagaa Lennaa..
Chaahhe Dil Terraa Gar..
Naak Men Ghusaa Lennaa..
ADH KHILAA GHULAAB KAA PHOOL..

meree janib se is khubSurat kalam par dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.

Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
muzafarmohsin
-
-
Posts: 11
Joined: Sun Sep 16, 2007 9:06 am
Location: Shehar.LAHORE
Contact:

Post by muzafarmohsin »

shukriyaa
muzafarmohsin
-
-
Posts: 11
Joined: Sun Sep 16, 2007 9:06 am
Location: Shehar.LAHORE
Contact:

Re: ADH KHILAA GHULAAB KAA PHOOL

Post by muzafarmohsin »

sara je shukriyaa [-X
muzafarmohsin
-
-
Posts: 11
Joined: Sun Sep 16, 2007 9:06 am
Location: Shehar.LAHORE
Contact:

Re:

Post by muzafarmohsin »

Muzaffar Ahmad Muzaffar wrote:moHtaram Haafiz^ Muzaffar SaaHib aadaab!

kaese mizaaj haiN. jawaab dene meN takheer hoee is ke liye naadim hooN. daraSl kuch maSrufiyat aaRe aate rahee. lekin aap kee nazm bohot pehle dekh lee thaa. aor khub lut^f andooz bhee huwaa thaa. mashAllah bohot khubSurat likhte haiN. aor aap ke qalam meN Allah ne baRee jaan aor quwwat rakh chuooRee hai.


Adh Khilaa Gulaab Kaa Phool..
Payaar Se Thamaayaa Jab..
NAAK Se Lagaayaa Jab..
ZINDGGI Haseen Laggi..
Bohat Dilnasheen Laggi..

----=====------=====---
Adh Khilaa GHULAAB Mujhhe
De Ke Us Ne Farmayaa..
Muft Yeh Nahhi Aayaa..
DE Ke Ik Pachaas Kaa Not..
Pehlle Mujh Ko Faarigh Kar..
--------------
Baad Merre Janne Ke..
Naak Se Lagaa Lennaa..
Chaahhe Dil Terraa Gar..
Naak Men Ghusaa Lennaa..
ADH KHILAA GHULAAB KAA PHOOL..

meree janib se is khubSurat kalam par dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.

Wassalam
Muzaffar A Muzaffar

Janab Kaa Mamnoon Hoon.... :-"
Khurshidul Hasan Naiyer
-
-
Posts: 96
Joined: Thu Mar 20, 2008 8:23 am

Re: ADH KHILAA GHULAAB KAA PHOOL

Post by Khurshidul Hasan Naiyer »

muHtaram jb. MuzaffarmuHsin Sb

Assalaam a'laikum

aap kee yeh naz^m pasaNd aayee daad qubool farmaaeN.

Khurshidul Hasan Naiyer
Post Reply