guzarish 42# k liye aik koshish hazir hai

Tarhi Moshaairah -ShoAaraa aur Shayeraat kii TabAaazmayi ke liye

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
mujahid
-
-
Posts: 49
Joined: Tue Aug 28, 2007 2:14 pm
Location: belgium
Contact:

guzarish 42# k liye aik koshish hazir hai

Post by mujahid »

salam
Attachments
ghhambeerrr.gif
ghhambeerrr.gif (13.31 KiB) Viewed 547 times
Khurshidul Hasan Naiyer
-
-
Posts: 96
Joined: Thu Mar 20, 2008 8:23 am

Re: guzarish 42# k liye aik koshish hazir hai

Post by Khurshidul Hasan Naiyer »

muHtaram mujahid Sb

assalaam a'laikum

bahut achhee Ghazal kahee hai aap ne. daad or mubaarakbaad Haz^ir hai qubool farmaayen

khair aNdesh

Khurshidul H. Naiyer
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Re: guzarish 42# k liye aik koshish hazir hai

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtaram Mujahid Khan SaaHib tasleemaat!

rawaaN mushae'rah Guzarish#42 ke liye aa ke asha'aar laai'q daad-o-teHseen haiN. so meree jaanib se dilee daad qubool keejiye. mushae'rah meN aap kee shirkat ham sab ke liye khushee kaa baae'c hai. aap kaa be Had shukriyah!

agarcheh Ghazal kee yeh Surat apnee jagah dilkash aor HaseeN hai. lekin aap ne radeef :naz^ar aaee: ko :naz^ar aaeY: likhaa hai. ya'nee miSra'-e-t^arH ko yooN likhaa aor deegar ashaa'r bhee us kee perawee meN yooN likhe gae haiN jesaa ke Mir kaa aSal miSra' hai. "shaayad keh bahaar :aaee: zanjeer naz^ar :aaee:" donooN jagah par aap ne :aaee: ko :aaeY: likhaa hai. khaer aap dekh leejiye gaa.

Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
Khurshidul Hasan Naiyer
-
-
Posts: 96
Joined: Thu Mar 20, 2008 8:23 am

Re: guzarish 42# k liye aik koshish hazir hai

Post by Khurshidul Hasan Naiyer »

muHtaram Jb. Mujahid Sb

Salaam-o-raHmah

ek achhee Ghazal pah daad qubool farmaaeN

khair aNdesh

Khurshidul H. Naiyer
Post Reply