GUNJALEK M SUBUKTAGEEN SABA KA MAJMOUA

Shayer ke majmooA-e-kalaam per tabSirah aur aHbab-e-sukhan kii aaraa

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

GUNJALEK M SUBUKTAGEEN SABA KA MAJMOUA

Post by sajhashmi »

Dialogue Adabi forums k Janab Mohammad Subuktageen Saba ka 1001 ash`ar (91 ghazlein X 11 fi ghazal = 1001) per mabni ghazloun ka majmoua GUNJALEK DIALOGUE PUBLICATIONS KARACHI ce shaiye hogaya hey eis ki taqreeb e runami Karachi k NIPA auditorium mein 21st April 2009 evening hogi jiss mein Arif Mansoor Professor Mohterma Shahida Hassan aur deeger kalam wa Shair ki shakhisiyet per eizhaar e khayal kareingay.
KESI ULJHAN POSHIDA HEY SOCH K KACHEY DHAGOUN MEIN
SOYA APNEY KHWABOUN MEIN THA JAAGA US K KHWABON MEIN
..HAMARE PEYAR CE JALTE HEIN YE JAHAN VALEY
ZERA CI DEIR MEIN NAZREIN BADELNEY LAGTE HEIN
MUJH PA PEHLA SANG VO PHENKE GA JO AASI NA HO
DEKHTA HOUN AAJ KIS JANIB CE PATHER AAIYE GAA.
majmouey ka entesab unn shairoun k naam jo sachey aur achey sheir kehte hein aur
unn qariyeen k naam jo achey aur burey sheiron mein tameez kerna jaantey heyin
Kitab k back title per Begum Saba Mrs.Soofia Shireen ne likha..ye meray Mian ki ghazlouN ka majmoua hey ..kehtey heiN k ye Meri taref ce Shairi ko salami hey lagta hey k shair aur shairi ess k baad anheiN door hi se salam kareingay...
Urdubandhan forum ki janeb ce Subuktageen saba saheb ko majmouey ki eisha`at aur
taqreeb e runami per peshgi mubarkbaad pesh ki jaati hey[Syed Anwer Jawaid Hashmi]
=D>
Post Reply