Page 1 of 1
mudaton roya karengy jam w pemana mujhy
Posted: Sun Jan 31, 2010 4:29 pm
by Arif Naseem
aik ghazal ly kar hazir hua hon
umeed hay ahbaab ko pasand aaygi
Re: mudaton roya karengy jam w pemana mujhy
Posted: Sun Feb 07, 2010 1:47 pm
by aabarqi
جناب عارف نسیم فیضی صاحب
آداب
آپ کا برنگِ جگر رنگِ تغزل بیحد پسبد آیا۔ آپ کی یہ غزل قدیم و جدید اسالیبِ سُخن کا ایک خوشنما امزاج ہے۔میری مخلصانہ داد و تحسین قبول فرمائیں
مخلص
احمد علی برقی اعظمی
Re: mudaton roya karengy jam w pemana mujhy
Posted: Sun Feb 07, 2010 3:45 pm
by munir-armaan-nasimi
Beradaram Arif Naseem Faizi Saheb... Salam o Rehmat !
Masha'Allah aapne Jigar Muradabadi Saheb ke misra e tarha ka HAQ ada kar diya. Bohat hee haseen o jameel
ghazal pesh kii hai aapne.. padh kar bohat lutf aaya. Khaas kar yeh sher mujhe bohat pasand aaya...
Ek Musht-e-Khaak se Badh kar Nahin Mera Maquam
Jab talak us Khush Chasm ne Apna Nahin Mana Mujhe
Daad ke dher saare phool pesh-e-khidmat hain janaab... Qobool kiziye...!!
aapka pana,
munir armaan nasimi
Re: mudaton roya karengy jam w pemana mujhy
Posted: Sat Feb 13, 2010 12:43 pm
by azeezbelgaumi
Aarif bhai.. Bahut khub
Re: mudaton roya karengy jam w pemana mujhy
Posted: Thu Feb 18, 2010 10:52 am
by Arif Naseem
muhtaram Barqi Sahib, Naseemi Sahib or BAlgami Saheb
aap sab ka by had shukarguzar hon
ke aap nay aik no warid ko prhny ky liy waqt nikala
or pasand kia
faqat
RF