نعت رسولِ مقبول صلی اللہ علیہ وسلم
نعت رسولِ مقبول صلی اللہ علیہ وسلم
نعت رسولِ مقبول صلی اللہ علیہ وسلم
- Attachments
-
- naat-farsi.gif (224.43 KiB) Viewed 343 times
http://www.drbarqiazmi.com
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Re: نعت رسولِ مقبول صلی اللہ علیہ وسلم
Dr. Saheb,
Naat-e-Rasool-e-Maqbool (SAS) pesh karne ka bohat bohat Shukriya... Jab Naat hai to beshak ek Aashiq-e-Rasool ke dil ki tarjumaani hogi...... aqueedat o mohabbat kii baat hogi magar....... mujhe yeh kehne main koi aar nahin hai keh main Matla' hi thoda bohat samajh saka......... baaqi ashaar mere SAR ke Upar se guzar gaye...
Aap Bazm main aate hain badi meherbaani hai Dr. Saheb.. kya hi achcha ho ke aap kabhi kabhi kisi doose shora aur mazmoon nigaar kii hausla afzaai bhi kar dein..... Hum ek doosre ko padhenge tabhi to likhenge warna likhne ka kya faayeda?????
Ummeed hai aap samajh rahe hain keh main kya guzaarish kar raha hoon.
Aapka apna,
munir armaan