Nai KitabeiN aur urdu k risael

Taazah bataazah adabi khabreN
Post Reply
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

Nai KitabeiN aur urdu k risael

Post by sajhashmi »

Nazireen rawaaN se mahi mei Raquim ko jo Kitabein,Sheiri Majmouey aur Risael o Jaraied milay unn meiN:
Hamd per awalin Mahnama ARMUGHAN E HAMD EDITOR TAHIR SULTANI SEPT-OCT 80-81 AUR NOV.DEC 2010 no:82;
Quarterly Kitabi Silsila ROSHNAI Mudir Ahmad Zainuddin Goasha Wazir Agha merhoom per mushtamil Karachi ka semahi
Mahnama Nifaz e Urdu editor Shabbir Ahmad Ansari; Semahi TAZKRAH Karachi founder SM Qasim,Editors Manzar Aarfi,S Anwer Jawaid Hashmi; Bi-Monthly SAR BAKAF Karachi Mudiran Manzar Aarfi,Shabbir Ansari;Ijra Quarterly mudir Ahsan Salim July to September 2010; Talazma Lahore July to September 2010; Chaharsoo Goasha Naqqash Kazmi Quirtas e Aizaz;
Baqar Naqvi ki 2 KitabeiN Masnoi Zehanat aur Electronics Ki Taarekh; Rafiuddin ki Rubaiyat ka majmoua SAAZ o RAAZ;Inshaieye ka majmoua Suqraat se Sheikh Chilli Tek; Siddiq Fatehpuri ka majmoua Nazmein=Ghazlein KAAR E SHEESHA GARI;Nasim Anjum k afsane Gulab Funn;Qaiser Saleem k aAiesay bhi Afsaney aur Bangladeshi Afsaney ;Noor e Shama Noor ka majmoua Wusaat e ImkaaN;Rashid Husain Rashid ka majmoua Aahang e JunouN; Shoukat Bhatti ka majmoua QALEM GOIEYD,S M Qasim ki Pakistan k Naat Go shoara 3 teesra HiSsa;Quomi Zaban Karachi;Sab Rang Dijest Karachi; Daanish Karachi ;Falak Sher ZamaN ka majmoua
TUM CHUP KYUN HO?Azeem Rahi ka majmoua Tum ne Kaante jahaN bichaiey Thay;Anwaar Ahmad ki Tehqiq Urdu Afsana;Kitabi Silsila ZEAST waghera qabil e zikr heyn
Attachments
alibabataj with me.jpg
alibabataj with me.jpg (7.37 KiB) Viewed 775 times
Post Reply