Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Thu Mar 03, 2005 7:01 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Lafz par Ashaar#4--"IBADATH "
Replies: 14
Views: 1009

Ibaadat




Nah poochiye ke ibaadat meiN aarzoo kyaa hei

bajuz tumhaare bhalaa mere robaroo kyaa hei.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Mar 03, 2005 1:53 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76018

heiN / loag




HeiN kaise anjaane loag

Meri baat nah maane loag



meri / loag

Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Mar 02, 2005 12:51 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76018

hou /se

[cikir=blue]

hougaieeN saarii umeedeN nazr-e-chashm-e-kam nazar

kyaa milaa Musaa ko Nazir jalvahgaah-e-Toor se


"kyaa/ se"
[/color]

Nazir.
by Abdullah Nazir
Tue Mar 01, 2005 6:01 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dil ke zakhmoN pe....
Replies: 12
Views: 1135

Bahut khoob


Janab
[Asad MS Saahib,


Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houii. Saare ashAar bahut hii dilkash heiN.

Meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Mon Feb 28, 2005 2:15 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76018

bikharne




bikhar gayaa miraa sheeraaza-e-hayaat magar

woh apne banne saNwarne kii baat karte heiN



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Feb 27, 2005 7:01 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76018

hei



keh ham se bhool nah houjaye raah-e-ulfat meiN
hameshah naam usi kaa zubaN pah rehtaa hei


'hei"

Nazir

by Abdullah Nazir
Sun Feb 27, 2005 1:09 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Aap sabhi ko Safiya ka Aadaab
Replies: 16
Views: 1259

KHUSHAAMADED

[rainbow][h1] KHUSHAMDEED SAFIYA SAAHIBA [/rainbow][/h1] MuHtaramah SAFIYA Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, :-) Aapka is meHfil meiN isteqbaal karte houe ham saare Urdubandhan se juRe houe afraad ko bahut khushi hourahi hei. Yeh aapki hii apni site hei jis meiN aapko khushgawaar mahoul moyassar aaye...
by Abdullah Nazir
Sun Feb 27, 2005 12:57 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamded mUHtaramah Naheed Umar Baloch Saahibah
Replies: 5
Views: 466

KHUSHAAMADED

MuHtaramah NAHEED UMAR BALOCH Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, :-) Aapki apni is meHl me ham sab aapka tah-e-dil se istiqbaal karte heiN. Is meiN koiee shak nahiN ke yahaaN saare doust aHbaab mutawaqqiA rehte heiN ke dunyaa bhar ke urdu adab meiN dilchaspi rakhne waale tashreef laate reheN aur unka...
by Abdullah Nazir
Sun Feb 27, 2005 12:48 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: "KahaaN say kahaaN Charkh laayaa mujhay!!"
Replies: 11
Views: 1325

KHUSHAAMADED

[size-18] Janab BEEKAY Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, :-) Aapki aamad per bhlaa ham kaise khaamoush rehsakte heiN. Yeh tou hamaari khushnaseebi hei ke aap yahaaN Danke kii chouT tashreef laaye aur apni hii is meHfil ko raunaq bakhshi. Ummeed kartaa hooN ke aap bhii adabi sargarmiyaoN mieN hissah le...
by Abdullah Nazir
Sun Feb 27, 2005 11:18 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Lafz par Ashaar#4--"IBADATH "
Replies: 14
Views: 1009

Ibaadat

[red]


Sir jhukaalene se mukammal nahiN houtaa sajdah
bandagi wo hei ke jis meiN hou Ibaadat dil se

[/color]

Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Feb 27, 2005 11:07 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76018

vo /panah



Vo zakhm de ke bhii kehte heiN mujh se uff nah karuN
Ajeeb Tarz-e-muhabbat hei yeh khudaa kii panaah



Nazir.[/i]
by Abdullah Nazir
Fri Feb 25, 2005 3:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: GHAZAL
Replies: 3
Views: 273

Babhut achchii ghazal paish kii hei aap ne

MuHtaram Waqar Zaidi Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazlaiN paRhkar bahut khushi huvi. Bahut hii achche ashAar kehte heiN aap. Sab se pahle maiN aap se ye bataadooN ke meri aaraa se aap kaa muttafiq hounaa zaroori nahiN. CHAND NIKLA AUR FALAK PAR ZAU FASHAN HONAY LAGA DARD YADON KA BARHA AUR...
by Abdullah Nazir
Thu Feb 24, 2005 12:44 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kahin koye samandar ho ( wazan ki darustagi kay baad )
Replies: 3
Views: 345

Aek misreA ko badal deejiye

MuHtarami WAQAR MASOOD Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, Aapkin nazm ab bahut achchi hougaii hei siwaye aik misreA ke jo vazn se khaarij hei aur wo hei: yaa phoolaoN ka gehwaaraa hou Dar asl is beHr ke lihaaz se gehwaaraa qaafiye ke taur per isteAmaal nahiN kiyaa jaasktaa. Is liye meri tajveez yeh hei...
by Abdullah Nazir
Wed Feb 23, 2005 6:35 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik nazm
Replies: 3
Views: 327

Bahut achchi nazm hei


MuHtarami
Dawood Rizwan Saahib


Purkhuloos Tasleemaat,

Aapkiyeh aazaad nazm bahut pasand aayi.

Mer bharpoor daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye.


Aapka Mukhlis,
Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Feb 23, 2005 6:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AAP BHI MUJH PE TOHMAT LAGANE LAGE!
Replies: 12
Views: 947

Aapki yeh TaraHi ghazal bhii khoob hei

SHUMMU Purkhuloos Tasleemaat, Re:Ghazal guz.43. Aapki yeh TaraHi ghazal paRhkar bahut khushi houi. Aap ne bahut achche ashAar nikaale heiN. Hameshah kii TaraH sab se pahle yeh Arz kartaa chalooN ke aapka meri aaraa se muttafiq huunaa zaroori nahiN hei. Meri raaye: dheere dheere nazar se giraane lag...