Search found 15 matches

by Taskeen
Mon Sep 12, 2005 10:57 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: jab bhii yeh dil udaas hotaa hai...MoHammad Raf'ii, Sharda
Replies: 1
Views: 305

Bahut khoob...kiya geet inayat farmaya hai

Hashmat bhai mein aksar yeh geet gungunata hoon....zor se is liye naheen ga sakta kaheen paros na khali ho jaye ;)
by Taskeen
Sat Sep 10, 2005 5:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: shab-e-hijr merii azaaboN meiN guzrii(taaza ghazal)
Replies: 20
Views: 1724

Shumaila Sahiba,
Adaaab!!!!!

Itni sakht zameen mein kitni aasaani se aapne inte saare shaer keh diye, aur woh bhi aise ke har shaer par dil khol kar daad dena ka man kare. Subhaan Allah...Allah kare zor-e-qalam aur. Daad qabool farmaiye

Mukhlis
by Taskeen
Sat Sep 10, 2005 5:37 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#19--TANHAII/TANHAA
Replies: 37
Views: 5136

Tanha thi aur humesha se tanha hai zindagi
Hai zindagi ka naam magar kiya hai zindagi
by Taskeen
Thu Jun 09, 2005 2:59 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Tarahee Ghazal (Guz. # 6)
Replies: 16
Views: 2019

Jawaid Bhai.....ASAK,
Bahut hi umda ghazal itne mushkil kaafiye par Subhaan allah, Zabardast kaawish hai....Daad-e-tehseen wa mubarakbaad qabool farmaiye.

Talib-e-Dua
by Taskeen
Thu Jun 09, 2005 2:54 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 44622


Bheegi huyee aankhon ka yeh manzar na milega
Ghar chhor ke mat jaao kaheen ghar na milega
by Taskeen
Thu Jun 09, 2005 2:50 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 78733

woh maathe kaa matalaa ho ki hothon ke do misare
bachapan ki Gazal hi meri mehboob rahi hai

bachpan/hai
by Taskeen
Thu Jun 09, 2005 2:47 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 101975

ye soch lo ab aaKhri saya hai muhabbat
is dar se uthoge to koyi dar na milegaa
by Taskeen
Thu Jun 09, 2005 2:45 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#11--"ISHQ "
Replies: 111
Views: 22694

Yeh Ishq naheen aasaan itna samajh lijiye
ek aag ka darya hai aur doob ke jaana hai
by Taskeen
Thu Jun 09, 2005 2:44 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"Te" se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 41
Views: 5617

Tasweer banata hoon tasweer naheen banti
ek khawaab sa dekha hai tabeer naheen banti
by Taskeen
Thu Jun 09, 2005 2:39 pm
Forum: Anjuman
Topic: anta_aksharii...gaanoN kii bait_baazii
Replies: 342
Views: 32939

Husn waale tera jawaab naheen
Koi tujhsa naheen hazaaron mein

meem se
by Taskeen
Tue May 31, 2005 2:29 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#10--"ARZOO "
Replies: 68
Views: 9438

Na ummeedi barh gayee hai kuchh is qadr
Aarzoo ki aarzoo hone lagi hai
by Taskeen
Tue May 31, 2005 2:23 am
Forum: Anjuman
Topic: anta_aksharii...gaanoN kii bait_baazii
Replies: 342
Views: 32939

Yaad mein teri jaag jaag ke hum
raat bhar karwatien badalte hain

he se
by Taskeen
Mon May 30, 2005 5:29 pm
Forum: Anjuman
Topic: anta_aksharii...gaanoN kii bait_baazii
Replies: 342
Views: 32939

Na tum humein jaano....
Na hum tumhein jaanein
Magar lagta hai kuchh aisa
Mera humdum mil gaya

ya se
by Taskeen
Mon May 30, 2005 5:19 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 101975

Dekha jo teer kha kar kameegah ki taraf
Apne hi doston se mulaqaat ho gayee
by Taskeen
Mon May 30, 2005 1:46 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: aaiye Taskeen saaHib kaa bharpoor Khair maqdam karte haiN
Replies: 9
Views: 831

Salam-o-Adaaab doston....itna haseen khairmakhdam to humare walidein ne humari paidayesh par bhi naheen kiya hoga....Mamnoon hoon is mohabbat ka, is izzat ka. Shikriya Waise...hum kaunse Taskeen Jamali hain agar yeh khulasa ho jaye to achha hai warna hum sehraon mein, jungle mein biyban mein ...